Wednesday, May 15, 2019

Blogger Me Translator- 2 Widget Kaise Add Kare

Edit Ki Hui Image- Translator- 2 Widget Blogger Me Kaise Add Kare
Translator- 2 Widget add Kare Janiye Hindi Me.

Translator ki kya jarurat he?

Blogging ke sath kai saree cheeje jaroori hai ,jaise design aur widgets. Lekin sabse jyada jaroori hoti hai apki language ki aapka blog kis language me bana hai. Aap kis bhasha ka use karte ho. Chahe jis language me ho use translation widget ka hona jarori hai. Par old wala widget nahi new wala translator- 2 widget blogger me kaise add kare iske bare me aaj hm bat karenge. Sath me hi apne blog me reation buttons kese add kre ise bhi padhna mat bhuliyega. 

Translator kya hai?

Agar aapne translator ke bare me nahi suna hai to ab sun ligiye. Translator hamare blog ke liye jaroori hota hai. Aap chahe jis language ka use kare jaise ki hindi. Agar aap translator use karenge to isse apke blog ke cojavascript language doosre languages me badal sakta hai.


Translator aur translator- 2 me kya difference hai?

In domo me koi khaas badlav nahi hai par jo mai batane wala hu yani translator- 2 isme thoda sa hi badlaav hai baki work vohi hai.

Translator-: 

Translator hamare blog me pahle se hi rahta hai magar usko add karna hota hai jo ki layout me jakar asaani se translator ko add kar sakte hai. Aur isme click karne par kai sare languages translation ke liye list me rahte hai aur iska logo powered by google translate aisa kuchch rahta hai.

Translator- 2-: 

Iska bhi kaam translator ki tarah hota hai. Isko bhi add karna easy hota hai bas ye custom translator hi hota hai aur iska interface achcha hai. Isme list nahi diye hote hai isme languages ke badle flags dikhaay dete hai.

Translator- 2 widgets ke kya fayde hai?

Translator chahe old wala ho ya new wal , dono ka work yahi hota hai. Old wale me list ki tarah languages dikhaay dete the aur new wale me flags dikhayi dete hai.

Responsive-: new translator- 2 aur bhi responsive he par ye apke website ko aur bhi attractive bana deta hai. Kyoki isme flags bhi dikhaay dete hai aur sath me ye translate bhi badhiya tareeke se karta hai.

eye catching-:
 old wala translator itna eye catching nahi tha isilye other language wale visitor apke website me visit to karte hai par shayad vo translator ko nahi dekh pate aur isiliye vo turant apke website ko hata dete.  Aur new wale translator me visitors ko turant translator dikh jata hai aur vo tarunt use karta hai isiliye translator- 2 itna cool hai.

Translator- 2 widget blogger me kaise add kare.

Translator 2 ko add karne ke liye apko kuchh codes add karne padege jisko aap custom translator kah sakte hai.

1. Goto blogger dashboard.
2. Choose 'layout'
3. Add gadget
4 html/ javascript
5. Ab neeche wale code ko paste kar de.



 


My conclusion

Aaj kal duniya bhr me blog visitors ke counts badhte ja rhe he aur yadi aap india me rehkar blog bna rhe ho to bhi aapke blog par dusre desho se visitors aane ki sambhavna hoti he. So aapko translator 2 ki jarurat jarur padegi. Isi liye mene ye article khas aapke liye likha he. Thank you.


No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You