Sunday, October 21, 2018

2G Network Me 4G Ka Experience Kaise Laay

2G Ko Banaay 4G- Edited Image
2G ko Bnaay 4G.
Aaj Bhi Mai Android Se Related Bataunga Magar Aaj Ka Topic Aapke Bahut Kaam Aayga Jo Slow Se Paresaan Hai Khaas Kar Vo Log To Bahut Hi Khus Honge Hamare Aaj Ke Article Se Jo Log 2G Use Karte Hai.
Aaj Bhi Hamare India Me 2G Use Karne Walo Ki Abaadi Kam Nahi Abhi Bhi Villages Me 3G ya 4G Kaam Nahi Ate Bahut Se Log 2G Hi Use Karte Hai Aaj Mai Apke Sath Share Karne Wala

Hu 2G phone Ke Liye Kuchh Apps Jo Apke Browsing Experience Ko Fastest Karenge .

Iss Trick Ke Liye Kya Requirements Hai?

Iss Trick Ke Liye Jyaada Kuchh Nahi Chahiye Bas Kam Se Kam 100 Mb Data Hona Chahiye Kyoki Kuchh Apps Download Karna Pad Sakta Hai. Mai Apko Neeche Chhote Sabdo Me Samjhata Hu.

*100 MB Data Chahiye.
*500 MB Tak Mobile Me Space Chahiye.
Aam Taur Par Itna Data Aur Mobile Me Space Sabhi Ke Paas Hota Hai Lekin Kam Se Kam Itna Hona Chahiye.
Mai Apko Neeche Bata Raha Hu Ki Kaun Se App 2G Ko Fast Experience Denge.

1. UC Mini.

Aapne Alibaba Ka Naam Suna Hi Hoga Ye Usi Ka Product Hai Shayad Apko Pata Hoga Ya UC Browser Ko Jante Hi Honge Kyoki Aaj Kal Sabhi

Log UC Browser Use Karte Hai UC browser Sabse Tej Browser Mana Gaya Hai Aur Ye Sach Me Is Browser Ki Speed Hai Par 2G network Ke

Saamne Iski Bhi Speed Slow Hi Rah Gyi Isiliye Khas 2G Walo Ke Liye UC Mini App Banaya Gaya Hai Jo Ki Bahut Achchi Network Speed Provide Karta Hai Aur Sath Un Phones Ke Liye Bhi Hai Jinka RAM kam Hota Hai.

Agar Aap 2G use Karte Hai To Ye Apke Liye Bahut Achcha Sabit Hoga Kyoki Ye 2G Network Me Bhi Bahut Hi Achchi Speed Deta Hai.

2. Facebook Lite.

Aap Ho Ya Ham Ho Sabhi Log Facebook Use Karte Hai Kai Sare Users Hai Facebook Ke Par Kuchh Users 2G wale Hai Bhi Vo Facebook

App Download Karte Hai Jisse Unka Data Bahut Hi Jada Waste Ho Jata Hai Aur Chating Ya Notification Check Karne Me Hi Vo Fase Rah Jate Hai Yani Buffering Me Ade Rahte Hai.

Isiliye 2G walo Ke Liye Yah App Banaya  Gaya Hai Aur Sath Unke Liye Bhi Jin Mobiles Ki RAM 512 MB ya Isse Kak Hai. Ye Bahut Hi Achcha Apo Hai Khaskar 2G ke Liye Aur Iski Speed Ki Baat Kare To Vo Bhi Badhiya Hai.

3. Messenger Lite.

Jaisa Ki Uapar Maine Facebook Lite App Bataya Ye Usi Ka Adha Feature Hai Ya Kahe messenger Ka Adha Feature Aaap Messenger App Jaroor Use Karte Honge Aapne Dekha Hoga

Ki Kitna Achcha User Interface Lagata Hai. Aur Chating Me Bhi Bahut Sare Features Unlock Hote Hai Lekin Slow Network Me Ye Features Feeke Pad

Jate Hai. Magar 2G Wake Ab Tension Na Le Kyoki Messenger Lite App Apke Liye Hi Hai.

4. Opera Mini.

Ye App Lagbhag Sabhi Phones Me Rahta Hai Kai Sare Phones Me System Me Hi Ye App Rahata Hai. Opera Mini Bahut Hi Popular App Hai Jo Ki Khas 2G ya Slow Network Khatir Hi Hai

Magar High Speed Use Karne Walo Ke Liye Pahle Hi Opera Apna Product Launch Kar Chuka Hai Yani Opera Browser Ye App Fastest User Ke Liye Hai.

5. Last Words.

Waise Agar 2G Walo Ki Baat Kare To Vo 4G Ko Nahi Pachhad Sakte Jaha Tak Mera Aaj Ka Topic Ki Baat Hai To Iss Tips Ko Follow Karke Aap 4G Jaisa experience Pa Sakte Hai Mera Manna Hai Ki 2G Wale Bhi Age Rahe Kyoki

Future Ka To Nahi Pata Par Mai Bhi Iss Time 2G Network Hi Use Karta Hu Isiliye Maine Ye Post Likhi Hai Shyaad Hi Ye Apps Bahut Kam Logo Ko Pata Ho Mai Bahut Sare Cheejo Ki Jankari Dunga.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You