Sunday, October 21, 2018

Google Par Search Rank Improve Karke Organic Traffic Kaise Increase Kare

Search Rank Improve Karke Organic Traffic Increase Kare- Edit Image
Organic Traffic.
Aap SEO Ke Bare Me Jante Hi Honge Kai Sare Bloggers Aise Bhi Jo Bina Social Media Me Share Kiye Bahut Sara Traffic
Pa Lete Hai Aapko Yahi Lagta Hoga Ki Ye Blogger Share Bhi Nahi Karta To Fir Itna Traffic Kaise Pa Leta Hai To Doston Ye Sab SEO Ka Kamaal Hai. Mai Apko SEO Ke Bare Aisi Information Dunga Aaj Jo Apke Liye Helpful Hogi Google Par Search Rank Improve Karke Organic Traffic Kaise Increase Kare.

Organic Traffic Aur Search Rank Kya Hai?

Jaisa Ki Hamara Topic Hai To Apke Man Me Ye Question Bhi Aa Raha Hoga Ki Ye Dono Hai Kya Mai Aapko Iski Information Diye Deta Hu.

Organic Traffic-: Iska Matlab Agar Samjha Jaay To Bilkul Real Traffic Aur Bina Social Media Ke Hota Hai Search Engine Se Traffic Pana Organic Traffic Hota Hai.

Jaise Kisi Bhi Topic Par Kuchh Search Karte Hai Aur Us Topic Se Related Apne Yadi Post Likhi Hogi To Vo Search Engine Par Show Karegi Aur Agar Us Topic Ke Liye Reader Apke Blog Me Visit Karta Hai To Use Apko Traffic Milega Ise Ko Organic Traffic Kahte Hai.

Search Rank-: Apne Jis Cheej Ke Bare Me Write Kiya Hai Vo Kitne Number Par Show Karti Hai Usi Ko Search Rank Kahte Hai. Ab Baat Ati Hai Google Par Search Rank Kaise Improve Kare Aur Kaise Organic Traffic Increase Kare.
*Traffic Kaise Increase Kare Tag Attribute Method Se

1. Choose Best Title With Keywords.

Agar Aap Jo Bhi Post Likh Rahe Ho To Jaroir Achcha Title Chune Kyoki Agar Apke Blog Ke Post Ka Achcha Title Choose Karenge Isse Vo Apke Post Par Attractive Honge

Kyoki Google Par Search Karne Par Agar Koi Achcha Sa Title Mil Jaay Reader Hamesha Vahi Visit Karega.

Aur Baat Rahi Keyword Ki Agar Aap Apne Kisi Post Ko Likha Hai To Uska Title Achcha Rakhne Ke Sath- Sath Usme Targeted Keyword Use Karna Bahut Hi Useful Ho Sakta Hai Search Rank Bhi Improve Hogi Aur Achcha Bhi Dikhega.
*Ribbon- 2 Template Ab Hai More

2. Understand Readers Choice.

Agar Aapko Organic Traffic Increase Karna Hai To Sabse Badhiya Yahi Rahega Ki Aap Users Ke Intrest Ko Samjhe Kyoki Agar Aap Logo Ke Intrest Ke Base Par Blog Writing Karte Ho To Usse Apko Bahut Sara Traffic Mil Sakta Hai.

Aur Ye Bhi Dekhe Ki Readers Sabse Jyada Kya Padhna Chahte Hai Uske Bare Me Likhe.
*YouTube Video Banane Ke Liye 5 Best Editors

3. Use Image SEO Settings.

Agar Traffic Aur Search Rank Improve Karna Hai To Image Me Bhi SEO Settings Karna Chahiye. Agar Aap Image Me SEO Settings Karte Hai

To Isse Apke Blog Fast Kuchh Had Tak Fast Hoga Aur Search Rank Bhi Improve Hoga.

Ye Vo Setting Hoti Hai Jisme Ham Tags aur High Targeted Keyword Use Karte Hai.
*Image SEO Settings Kya Hai Ise Kaise Use Kare?

4. Use Keywords In Post.

Jaise Upar Title Liye Batya Hai Ki Achcha Rakhne Sath- Sath Keyword Bhi Add Kare Theek Usi Tarah Aapko Post Me Bhi Karna

Hai Man Lijiye Aap Blogging Tips Ki Information De Rahe Hai Agr Kisiko Blogging Tips Ki Jankaari Leni Hogi

 To Aur Is Bare Me Google Me Search Karega Aur Agar Apne Blogging Tips Ko Search Ke Hisaab Se Keyword Add Kiye Hai

To Ho Sakta Hai Us Topic Ke Liye Aap Top Rank Par Ho Aur Padhne Wala Apke Blog Me Visit Karega Ar Is Tarah Me Traffic Increase Hoga.
*Website Kaise Banate Hai Poori Jankaari Hindi Me

5. Use Custom Links.

Kisi Post Ko Likhne Baad Ye Setting Bhi Di Jati Hai Ki Vo Keyword Add Karke Link Banaay Matlab Uss Link Thoda Chhoti Karna Aur High Quality Keywords Add Karna Custom Keyword Kahlata Hai

Isse Bhi Bahut Organic Traffic Increase Hota Hai Aur Search Rank Bhi Achcha Hota Hai Iske Liye Jab Bhi Koi Post Likhte Hai To Side Me Permalink Nam Ka Option Hoga Blogger Me Waha Jakar Custom Link Laga Sakte Hai.
*2G Network Me 4G Ka Experience Kaise Laay

6. Use Search Description.

Psot Likhne Ke Baad Waha Side Me Search Description Ka Bhi Option Hota Hai Waha Apko Jo Bhi Topic Likhte Hai To Apko Apne Post Ke Bare Me 150+ Words Me High Quality Keywords Add Karke Likhna Hota

Hai Jisse Search Rank Aur Organic Traffic Dono Hi Bahut Achche Position Me Rahenge.
*Tata Sky Ki Best Services Jo Iss Time Running Me Hai

7. Sabse Jyada Search Wale Me Post Likhe.

Agar High Organic Traffic Pana Hai To Apko Ye Janna Hoga Ki Google Par Sabse Jyada Kya Search Hota Hai Inke Upar Post Likhna Matlab

 Traffic Ki Bauchhar Hona Hai Agar Apko Ye Janna Hai To Iske Liye Google Keyword Planner Tool Apki Madar Kar Sakta Hai.
*India Ke 4 Top Journalist Jisse Apka Knowledge Increase Hoga

8. Last Words.

Finally Maine Iski Jankari Bakhoibi Di Hogi Agar Aap Mere 7 Tips Ko Mante Ho To Pakka Hai Ap Blogging me Success Ho Jaaoge Mai Bhi Organic Traffic Par Jyada

Yakeen Karta Hu Kyoki Social Share Me Mujhe Ajeeb Lagta Hai Par Apko Nhi Lagta Hoga Iss Poat Ko Bloggers Tak Jaroor Bataay.

1 comment:

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You