Sunday, October 21, 2018

Website or Blog Kaise Create Karte Hai Poori Jankaari Ke Sath

Website or Blog Kaise Banate Hai Poori Information- Edited Image
Website or Blog Kaise Banay Poori Jankaari.
Doston Bhale Hi Is Post Ko Maine 10 July Ko Post Ki Par Maine Is Post Ko 9 July Ko Likhi Hai Aur 9 July Yaani Aaj Mera Birthday Hai.

 Frnds Is Baatki Jankaari Har Blogger Deta Hai Ki Blog aur Website Kaise Banate Hai Par Is Jankari Ko Mai Kuchh Alag Hi Tareeke Se Dunga Lekin Isse Pahle Apko Ek Baat Jaroor Bata Du
Internet Par Bahut Sare Users Hai Jo Kewal Fb ya Social Network Use Karte Rahte Hai Par Unme Se Kuchh Aise Bhi User Hai Jo Kuchhh Benefit Ke

Liye Bhi Sochte Hai Ya Kuchh Hatke Sochte Hai Aise Mujhse Kisi Ne Kaha Ki Ki Aap Ye Bataiye 'How Can I Create Blog or Website' Maine Usse Kaha Is Baat Ki Information Sabhi

Bloggers Dete Hai Kewal Mujhse Hi Kyu Janna Chahte Ho To Usne Kaha Ki Apka Writing Style Bahut Hi Badhiya Hai Aap Achche Se Explain Karte Ho. To Isi Baat Ko Lekar Mai Aaj Apko Bataunga Ki Blog Kaise Banate Hai Ya Blog Kase Creat Karte Hai Aur Blog Ke Kya Benefit Hai Kuchh Isitarah Blogging Tips Apko Day By Day

Bataunga Abhi Mera 15 Din Tak Ka Topic Kewal Blogging Tips Hi Dena Hai.

Blog aur Website Kya Hai?

Jab Blog Banane Ki Baat Ati Hai To Blog Banana Easy Hai But Thoda Information Hona Chahiye Ki Ye Kya Hai. Iska Seedha Sa Answer Hai Blog Vo Hota Hai Jisme Aap Apne Khud Ke Article Likhte Hai Aur Dusro

Information Provide Karte Hai Ise Blogging Writing Bhi Kahte Hai Aur Isi Ko Blig Bhi Kahte Hai aur Jo Website Hoti Hai Usme Business Kiya Jata Hai Aisa Nahi Hai Ki Website Me Ham Article Nahi Likh Sakte Hai Balki Dono Kuchh Percent Same Hi Hote


Hai Simple Language Me Mai Apko Se Kahunga Ki Website Logo Ko Services Bhi De Sakti Hai Par Blig Bhi Services Sabko De Sakta Hai Par Website Ke Mukaable Blog Me Thoda Kam Kah Sakte It Means That Ki Blig Me Achche Features Ke Liye Hard work Karna Padega But I Say You Choose Smart Work So Friends Ab To Aap Understand

Kar Hi Chuke Honge Ki In Dono Me Kya Fark Hai Aur Kya Difference Hai.

1. Blog aur Website Ke Kya Benefit Hai?

Blog ya Website Business Ke Liye Badhiya Mane Jate Hai Par Isse Hatkar Apka Passion Bhi Ho Sakta Hai Article Likhna Koi Buri Baat Nahi Hai Isse Apka Knowledge Bhi Increase

Hota Hai Aur Apka Passion Bhi Poora Hota Hai Sabse Badi Baat Ki Agar Apke Blog Me Achcha Traffic Aya To Aap Achchi Kamaayi Bhi Kar Sakte Hai Iske Kai Sare Benefit Hai Jo Mai

Apko Thoda Small Karke Batata Hu.
1. Apki Writing Ya Likhne Ki Practice Hogi.
2. New Ideas Ate Rahte Hai Mind Me.
3. Mind Exercise Bhi Ap Isko Kah Sakte Ho.
4. Information Provide Karne Par Achchi Personality Bhi Badhti Hai.
5. Agar Chahe To Money Bhi Kamaya Ja Sakta Hai.


To Frnds Ye Rahi Kuchh 5 Cheeje Itna Hi Nahi Ek Baat Ka Knowledge Hona Chahiye Ki Jis Cheej Me Advantage Yani Fayda Mile Us Cheej Me Disadvantage Yani Nuksaan Bhi Milega Lekin Nuksaan Aise Nahi Milega Agar Good Working Karo To No Problem.
*Mobile Browsing Aur Desktop Browsing Me Kya Difference Hai?

2. Blog aur Website Se Kya Nuksaan Hai.

Simply Jaise Upar Bataya  Ki Advantage Aur Disadvantage Dono Ek sath Hi Hote So I Suggested You Ki Good Working Se Never Loss You. To Frnds Jab Aap Kisi Blog Ko Banalenge Aur Yadi Regular Blogging Na Ki To

Isse Apko Loss Bhi Hoga Aur Data To Wastage Hota Hai Rahega And Money Kamane Ke Bare Blog Bana Rahe Ho To Uske Liye Work Karna Padega

Warna Ye Bhi Ek Nuksaan Hai Jaise Maine Apko Upar Bataya Hai Usi Tarah Apko Neeche Bhi Bataay De Raha Short Me.
1. Gud work Na Karne Par Apka Hi Loss Hoga.
2. Paise Kamane Ka Chakkar Apko Le Doobega.
3. Agar Other Work Bhoolte Hai To Ye Apke Liye Time Wastage Hai.
4. Study Par Bhi Apko Dhyaan Dena Padega Warna Iske Liye Bhi Nuksaandayak Hai.
So Ye Rahe Iske Disadvantage Mai Apse Ek Baat Jaroor Kahunga Ki Paise Ka Lalach Na Rakhe. Aur Yadi Ye Kaam Kiya Ho To Blogging Hamesha Continue Rakhe Isse Bhi Koi Disadvantage Nahi Milega. Lekin Sabse Jaroori Baat Ap Study Par Jaroor Dhyaan Dijiyega Warna Ye Apke Liye Dangerous Hoga Aap Study Ka Aur Blogging Time Table Create Kar Sakte Ho.
*Mobile Me Google Assistant Kaise Enable Kare?

3. Blog Banane Ke Liye 2 Popular Platform WordPress aur Blogger.

Yes Business Ya Passion Ke Liye Do Best Platform Mai Apko Suggest Karunga Waise Ane Wale Time Me

Mai Apko Iski Jankari Jaroor Dunga Ki In Dono Me Kya Difference Par Short Me Mai Bata Raha Hu Ki Blogging Karne Ka Soch Rahe Ho To Blogger

Platform Apke Liye Aur Newbies Ke Liye Sahi Rahega Yani That's The Right Choice For Blogging For You

Because Blogger Ek Google Ki Service Hai So Aap Isiko Use Kariye Ane Wale Future Me Apko Bataunga Ki Aap WordPress Par Blog Kab Banaay Abhi Agar First Time Hai To Aap Isiko Pahle Use Kare.
*Tata Sky Ki top 6 Active Services.

4. Blog Kaise Banate Hai?

Ab Han Main Point Par Jo Maine Upar Kuchh Cheeje Batai Hai To Apko Samajh aa Hi Gaya Hoga Ki Kya Benefit Aur Kya Nuksaan Hai Apko Maine Kuchh Basic Cheeje Bhi Blogging Ke Bare Me Bata Di Hai Ab Aap Step Ki Or Badh Sakte Hai.

1. Blogger.com Par Visit Kare.
2.. Name Choose Kare Blog Ke Liye. Aisa Name Choose Kare Jo Kisi Ki Nakal Na Ho Aur Achcha Dikhe.
3. Ab Neeche Blog Description Bhi Poochh Sakta Hai To Aap Kam Se Kan 100 Words Me Badhiya Description Daal Do.


Ready Apka Blig Ban Chuka Hai Ab Aap Jo Chahe Logo Ke Sath Share Kar Sakte Ho Chahe English Language Me Ho Ya Hindi Me Jisme Chahe Usme Ab Apna Blog Likh Sakte Hai Lekin Ek Baat Jaroor Sun Le ki Sirf Itne Se

Kaam Nahi Banne Wala. Ho Sakta Hai Shayad Sab Ki Bhool Hai Ki Sirf Blig Banan Lene Se 100% Work Done Nahi Hota Uske Liye Kuchh Karana Padega Age Mai Apko Isi Ke Bare Me Bataunga Ki Apko Age Step Me Kya Karna Hai Sach Kahu To Mera Work Abhi 6% Bhi Nahi Done Hua.
*Mobile Me Data Kaise Save Kare 3 Tareeke

5. Extra Tip For These Topic.

Agar Apne Blog Banaya Hi To Kam Se Kam 10 Din Blogging Ke Handle Karne Me Lag Jaao Mai Apko Ye Nahi Kahta Ki Aap Dinbhar Blogging Par Hi Busy Rahe Lekin Ye Jaroor Kahunga Ki Busy Raho Because Keemti Time


Aur Kamo Ke Liye Bhi Hote Hai I Think Kam Se Kam 3 Hour Blogging Par Dhyaan De Kyoki Ho Sakta Hai Apko Urgently Kaam Bhi Ho Ya Aap

 Koi Job  Ho. So Apko Mai Yahi Suggest Karunga Ki Aisa Post Blog Me Likhe Ki Share Karne Par Log Attract Ho Jaay Apka Blog Read Karne Ke Liye.
*Internet Ki Speed Kyu Slow Hoti Hai Speed Kaise Tej Kare?

6. Finally and Last Words.

Jaisa Ki Maine Upar Bataaya Ki 9 July Ko Mera Birthday Hota Hai Mujhe Kai Log Birth Wish Kar Rahe The Tabhi Ek People Ne Jinka Naam Mai Nahi

Bataunga Unhone Mujhe Se Kaha How Can Creat Blog Maine Kaha Google Search Maro Par Usne Baat Kahi Ki Apka Writing Style Bahut Hi Achchi Aur Attractive Hai Maine Kaha Theek Hai. Waise Mai Blogging Ki

Information Apko 15 Din Tak Ya Usse Kam Din Tak Dunga Par Achche Se Aur Poori Jankari Dunga Aur Mera Target Bhi Hai Search Engine Me Top Rank Ane Ka.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You