Sunday, October 21, 2018

5 Tips For SEO Friendly Post Writing Ke Liye

SEO Friendly Post Kaise Likhe Image
Post Ko SEO Friendly Banaay.
Jab Hamara Blog Ban Jata Hai Aur Uski Saree Settings Complete Ho Jati Hai To Uske Baad Post
Writing Ka Kaam Bacha Rahta Jise Hame Poora Karna Hota Hai Kai Bloggers Simple Post Likhte Hai Jiske Baad Unki Shikaayat Rahti Hai Unka Post Search Engine Me Nahi Aata Iska Reason Hota Hai SEO Friendly Post Na Likhna Jis Prakara Hamara Template SEO Friendly Hota Hai Usi Tarah Se Hame Post Ko Bhi SEO Bhi SEO Friendly Banana Chahiye.

Post SEO Friendly Kya Hai?

Post SEO Friendly Matlab Post Ko Search Engine Optimization Karna Hai Jisse Apke

 Likhi Hui Post Search Engine Me Badhiya Ranking Pa Sakti Hai aur Isse Traffic Badhiya Ata Hai.

 Isme Kuchh Settings Ko Modify Karna Padega Tabhi SEO Friendly Banegi Aur Isse Jyada Traffic ke Karan Badhiya Earning Bhi

Hogi Ise Kaise SEO Friendly Banaay Uski Jankari Mai Neeche Dene Wala Hu.
*Yoast SEO Plugin Code For Blogger Blog

1. Use Best Title.

Sabse Pahle Aap Title Use Karte Hai To Title Se Hi Start Karte Hai Title Kam Se Kam 5 Se 7 Words Ki Hona Chahiye


 Aur Ise Jyada Bada Na Kare Warna Ye Achcha Nahi Lagega Aur Isme Post Ke Anusaar High Quality Keywords Use Kare.

Agar Title Ko Aur Bhi Badhiya Banana Hai To Usme Numbers Ka Bhi Use Kare.
Example- Internet Speed Kaise Increase Kare Best 7 Tips

2. Posts Writing Style.

Post Ka Style Bhi Alag Hona Chahiye Matlab Attractive Hona Chahiye Aur Isme Bhi Keywords Use

Kare Par Jyada Keywords Na Use Kare Isse Keyword Density Jyaada Hogi Ya Keyword Stuffing.

Post Me Points Ka Bhi Use Kare Aur Post Ko Kam Se Kam 300+ Words Ki Honi Chahiye Aur Jitna Aap Explain Kar Sako.
*Traffic Kaise Increase Kare Tag Attribute Method Se

3. Use Permalink.

Post Me Permalink System Bhi Hai Jiske Post Ki Link Ham Apne Hisaab Se Bana Sakte Hai Permalink Ka Matlab Ye Nahi Ki Jitna Bada Post

Title Utni Badi Link Ye Galat Hai Permalink Ka Matlab Hota Hai Link Ko Short Karna Aur Usme Kam Words Use Karna Top

Keywords Ke Saath. Some Bloggers Mistake This Point Matlab Jyada Long Link Ko Bana Dete

Hai Aur Is Tarah Me Search Engine Me Post Block Hone Ka Khatra Rahta Hai.
*Traffic Increase Kare By Improve Search Rank

4. Use Image SEO Settings.

Isse Bhi Post Ko SEO Friendly Bana Sakte Hai Iska Matlab Hota Hai Jisme Ham Image Ka Name Change Karte Hai

Aur Uske Format Ko Bhi Badalte Hai Aur Alt Attribute Set Karte Hai and Image Me Captions Bhi Add Karte Hai Post Ke Anusaar

Iski Maine Post Bhi Likhi Hai Jiske Bare Me Maine Aur Achche Se Explain Kiya Hai.
*Image 'SEO' Settings Se Traffic Kaise Increase Kare

5. Use English Words.

Bhale Hi Ham Hindi Blogger Hai Par Iska Matlab Ye Nahi Ki Ham English Words Use Nahi Kar Sakte Post Liye English Words Use

 Karna Benefit Hai Kyoki Some Times Jab Hindi Words Use Karte Hai To Ham Targeted Keyword Ka Use Nahi Kar Pate Aur

English Words Ka Use Karne Se Targeted Keyword Bhi Bante Hai Aur Un Words Me Bhi

Keyword Chhupa Hua Hota Hai Professional Hindi Bloggers Aisa Use Karte Hai.
*Blog Posts Me Reaction Buttons Ko Kaise Enable Kare

6. At Last.

Agar Aap in 5 Cheejo Ko Follow Karke Post Write Karte Hai To I am Sure Apki Post Badhiya Rank La Sakti Hai Search Engine Me Hope Karta Hu Ki Ye Post Apke Liye Helpful Hogi. Bahut Se Aise Newbie Hai Jo Iske Bare Me Nahi Jante Hai So Share it to Others Blogger.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You