Sunday, October 21, 2018

Mobile Browsing Ko Desktop Browsing Me Kaise Change Kare

Sumit Mishra Dwaara Edit Ki Hui Image
Mobile Browsing to Desktop Browsing.
Yeh 2017 Hai Ab Duniya Badal Rahi Hai Ab Aapne Dekha Sabhi Websites Ka User Interface Badal Raha Hai Ham Un Websites ko Mobile Me Dekhte To Aisa Feel Hota Hai Jaise Vo website Nahi Koi app Ho.

 Lekin Agar Aap Usi Ko Desktop Me Dekhenge To Aur Bhi Uska Interface Achcha Lagega.
Magar Sawaal Ata Hai Ki Mobile To Hamare Pas Hai Par Desktop

Kaha? To Jawaab Hai Desktop Apke Mobile Me Hi Chhupa Hai. Bas Usko Janne Ki Jaroorat Hai aur Is Post Ko Read Karne Ki. To Aaj Mai Apko Bataunga Ki Mobile Browsing Ko Desktop Browsing Kaise Banay.

Mobile Browsing Aur Desktop Browsing Me Kya Fark Hai?

Doston Iska Simple Sa Answer Hai Mobile Browsing Me Vo Features Apko Nahi Mil Pate Jo Desktop Me Milte Hai. Aapne Dekha Hoga Ki Kuchh Websites Ka Design Kewal Desktop Ke Liye Hoti Hai.


*Video- Google Assistant Ko Enable Kaise Kare?
Aur Bahut Si Aisi Websites Hai Jo Kewal Desktop Ke Liye Hi Required Hoti Jaise 'Chrome Web Store' Ye Kewal Desktop Version Me Hi Work Karti Hai Mobile Kewal Aap Interface Dekh Sakte Hai.

1. Desktop Browsing Karne Ke Faayde.

Doston Iske Kai Sare Fayde Hai Jo Hamare Liye Useful Hoti Jaise Ham Karte Hai Quality Ki Agar Aap Kisi Website Ko Open Kare To Mobile Me Vo Quality Nahi Milti Jo Hame Desktop Me Milti Hai Aur Jitna Achcha Interface Desktop Me Milta Hai Vo Mobile Me Nahi Milta. Isske Kuchh Fayde Short Me Jante Hai.


*Video- Android Mobile Me Developer Options Ko Unlock Kaise Kare?
*Kuchh Websites Only Desktop Ke Liye Hoti Hai.
*Kuchh Websites Mobile Me Blank aur Desktop Me Open Ho Jati Hai.


*Aur Some Websites Ke Features Kewal Desktop Me Hi Unlock Hote Hai.
*Kuchh Sites Mobile Me Error Hoti Hai Lekin Desktop Me Behtar Chalti Hai.
*And Desktop Me Achcha User Interface Dikhta Hai.
*Desktop Version Me Hide Options Visible Ho Jate Hai..etc.
Waaw Itna Hi Nahi Aur Bhi Bahut Kuchh Desktop Mode Me Kar Sakte Hai. Isiliye Desktop Mode Mobile Mode Se Achcha Hota Hai.
*Tata Sky Ki Best Top 6 Active Services For You- Latest Post

2. Isse  Hone Wale Kuchh Nuksaan.

Waise Desktop Mode Achcha Hota Hai Par Bhi Inki Kuchh Chhoti Losses Hai Jo Apko Pata Hona Chahiye.

*Mobile Data Bahut Loss Hota Hai.
*Achcha Network Na Milne Par Slow Work Karata Hai.
*Slow Network Wale Bahut Kam Chaala Pate Hai.
*Desktop Mode Pe Slow net Pe Streaming Bhi Slow Hoti Hai..etc.
* Apka Phone Bol Sakta Hai Google Assistant Ko Enable Karke- Must Read
To Frnds Ye Rahi Hone Wale Nuksaan Lekin Doston Agar Apke Pas Achcha Network available Hai To Koi Problem

Nahi Hogi. Kyoki Achche Yani Speed Network Me Streaming Aur Buffering Dono Hi Badhiya Hongi.

3. Mobile Me Desktop Browaing Kaise Enable Kare.

To Dotson Mai Ab Start Karne Ja Raha Hu Steps Ki Or Agar Aapne Upar Achche Di Hui Information Read Kar Li To Ab Aap Bhi Aa Jaaiye Steps Ki Or. Steps Ko Achvhe Se Read Kare.

1. Sabse Pahle Apko Puffin Browser Download Karna Hoga.
2. Uske Baad Ise Install Karna Hoga.
3. Open Kariye Aur Setting Me Pahuche.
4. Website Preferences Me Jakar 'Rewuest a Desktop' Select  Karke Save Karna Hoga.
5. Aur Quick Controls Ko On Karde.
Awosome Setting Agar Aap High Signal Wala Net Use Kar Rahe Hai To Aap Desktop Mode Ka Maja Utha

Sakte Hai Mai Bhi Yahi Mode Use Kar Raha Hu Aap Bhi Karo Aur Enjoy Karo.

4. Last Words.

Aisi Tricks Ke Dher Apko Is Blog Me Milenge Jo Aoke Liye Useful Aap Hamare Blog Ko Bhi Subscribe Kar Sakte Hai.

To Ye Thi Awesome Trick Yani Mobile Ko Banay Desktop Lekin Browsing Ke Najariye Se Ab Aap Bhi Un Website Ko Acces Kar Skate Jo Kewal Desktop Me Chala Karti Thi Yani Ab Aap Aisi Websites Ko Apne Mobile Par Bhi Access Kar Sakte Aur Us Interface Ka Maja Le Sakte Hai Yabi Browsing Ka Full feature Maja Ab Apke Mobile Par Ab Aap Bhi Mouse Pointer Jaise Mobile Me Access Kar Sakte Hai.

2 comments:

  1. Nice mobile se desktop browsing karne ki bhut hi acchi info aapne share ki hai thanks for sharing this..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Manish Ji Thanks Mai Aur Bhi Age Isi Tarah Aur Best Information Share Karunga..

      Delete

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You