Sunday, October 21, 2018

Blog aur Blog Posts Ko Search Engine Me Kaise Submit Kare

Search Engine Ke Liye Edit Image
Search Engine Me Blog Ko Kaise Laay.
Agar Aap Log Blog Banate Hai To Vah Jaroori Hota Hai Ki Use Google Me Dale Lekin Maja Tab Nahi Jab Vo Kewal Social Network
Site Par Hi Ho Akhir Usne Ham Hard Work Karte Hai Use Google Me Dalna Hi Jaroori Hota Hai Google Ne Apne Search Engine Me Ane Ke Liye Service Di Hai Jise Search Console Kahte Hai Search Console Kya Hai Aur Search Console Me Apne Blog Ko Kaise Submit Kare.

Google Search Console Kya Hai?

Ye Ek Aisi Service Hai Jo Google Ne Hamare Blog Ke Liye Di Hai Agar Aap Chahte Hai Ki Apka

Bhi Blog ya Website Google Par Aay To Aap Yaha Submit Karke Apne Blog Search Engine Me La Sakte Hai.

Google Search Console Ek Badhiya Service Hai Agar Aap Blogging Me Passionate Hai To Ye Traffic Pane Ka Achcha Idea Hai.

Kuchh Important Information Hai Jo Mai Apko Poora Hi Bata Deta Hu.

Google Webmasters Tool-: Naam Se Hi Pata Chalta Hai Ki Ye Ek Tool Yaha Apne Blog Me Submit Karne Ke Baad Apke Blog Posts Search Engine Me Show Honge.

Submit Url-: Agar Aap Yaha Submit Url Karte Hai To Apke Kewal Blog Ka Title Hi Search Engine Me Show Hoga Post Ke Liye Webmaster Tool Use Karna Padega.
*Without Domain Can Approved AdSense How?

1. Google Search Search Console Se Kya Fayda Hai?

Google Search Console Se Bahut Sare Fayde Hai Chahe Vo Traffic Me Ho Ya Khud Ko Promote Karne Me

Ek Passionate Blogger Ke Liye Ye Ek Achcha Upaay Hai Isse Uski

Promoting Hogi Aur Uske Blog Ki Bhi Use Log Janne Lagte Hai. Iske Kuchh Fayde Hai Jo Mai Neeche Batata Hu.

Organic Traffic-: Organic Traffic Pane Ka Ye Sabse Achcha Source Hai Organic Traffic Matlab Jo Search

Engine Se Traffic Paya Jata Hai Aur Agar Ap Blogging Karte Hai To Ye

Apko Pakka Pata Hi Hoga Ki Search Engine Se Bahut Sara Traffic Paya Ja Sakta Hai.

Helpful to People-: Agar Aap Best Information Logo Ko Provide Karte Hai To Uske Liye

Aap Helpful Honge Logo Ke Liye Usse Apka Confidence Bhi Badhega Aur Achcha To Tab Lagata Hai

Jab Koi Achcha Sa Comment Apke Blog Par Karta Hai.

Promotion-: Search Console Me Jab Apka Blog Jata Hai To Apka Blog Ki Promoting Bhi Ho Jati Hai

Aamtaurpar Kuchh Promoting Systems Me Agar Apne Blog Ka Promotion Karna Ho To Vo Uske

Charges Leta Hai But Google Search Console Ek Dam Free Aur Safe Hai Aur Promotion Se Behtar Hai.
*Social Media Follower Buttons Ko Blogger Me Kaise add Kare

2. Blog Ko Search Console Me Kaise Submit Kare?

Blog Ko Search Engine Me Lane Ke Liye Ye Tareeka Hai Ab Yaha Mai Apko Bataunga Ki Kaise Apne Blog Ko Submit Kare Waise

 New Blogger Ke Liye Ye New Idea Hai Par Old Blogger Ke Liye Ye Old Hi Idea Hai Par Fir Bhi Ek Dam Jhakkas Hai.

1. Google Search Console Submit URL Open Kare.

2. Apne Blog Ka Poora URL Dale Aur HTTPS or HTTP Ka Dhyaan Rakhe.

3. Ab Done.

Isme Apko Koi Pahada Nahi Padhna Hai Bas Simply Hai Apne Blog Ka URL Dalna hai Isse Apki Site To Search Engine Me Ane Lagegi Leki Ab Dikkat Ati Hai Ki Ab Posts Ko Kaise Search Engine Me Laya Jaay.
*Google Par Search Rank Kaise Improve Aur Organic Traffic Increase Kare

3. Blog ko Google Webmasters Tool Me Kaise Submit Kare?

Blog Posts Ko Search Engine Me Lane Ke Liye Ye Tareeka Hai Ye Upar Jaise Same Tareeka Hi Hai Bas Ye Ek Simply Method Hai Bhale Hi Ye Chahe Simple Ho But Dono Carefully Hi Done Kare Adhiktar Logo Se Http or Https Me Mistake Ho Jati Hai.

1. Google Webmasters Tool Open Kare.

2. Add Property Par Click Kare.

3. Yaha Apne Blog Ka URL Dale.

4. Done.

5. Ab Webmaster Tool Me Dalne Ke Baad Crawl Par Click Kare.

6. Fetch as Google Par Click Kare.

7. Ab Apki Jo Bhi Post Ho Uska Adha Link Ho Use Dalke Fetch Kare.

Now Done Aab Apke Post Ka Title Aur Posts Search Engine Me Show Hone Lagenge.
*Traffic Kaise Increase Kare Tag Attribute Method Se

4. At Last.

Jab Mai Bhi New Tha Tab Mujhe Bhi Ise Understanding Karne Me Problems Hoti Thi Lekin Ab Seekh Gaya Hu To Socha Logo Ko Bhi Sikha Du. Mere Is Post Ko New Bloggers Tak Jaroor Share Kare Aur Unlogo Ko Bhi Share Kare Jo Google Par Ana Chahte Hai.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You