Sunday, October 21, 2018

School Me Best Performance Kaise Kare 5 Tips

Best Performance In School- Image
Best Performance Kariye Janiye Hindi Me.
Mai Bhi Is Time Class- 11th Me Padhay Karta Hu Aur Mujhe Pata Hai Ki Study Me Best
Performance Kaise Kare Kai Sare Students Hai Jo School To Roj Jate Hai Par Achcha

 Performance Na Dene Ke Karan Unka Confidence Down Rahta Hai Bhale Hi Vo Kitne

 Bhi Talent Ho Uska Region Rahta Hai Ki Unko Achcha Sa Guidance Nahi Mil Pata.

Students ki Help Ke Liye.

Chahe Jo Student Ho Kamjor Ho Ya Talent Dono Ko Hi Active Rahna Chahiye Aur Mera

 Suggestion Hai Sabhi Cheejo Me Intrest Le Chahe Ho Vo Game Ho Ya Study Aur Har Subject Ko Achche Se Samjhe Meri Ye Post

Apke Kaam Jaroor Aaygi Ise Achche Se Read Kare Ab Mai Kuchh Tips Dunga.
*5 Best Antivirus For Android

1. Focus on Your Subject.

Chahe Jo Bhi Subject Ho Usme Hi Dhyaan De Some Times Class Me Jo Subject Padhaya Jata Hai To Bachche Usme Nahi

 Focus Karte Hai Kyoki Unka Man Kahi Aur Laga Rahta Hai Focus aur Achcha Performance Dikhane Sabse Best Idea Hai Ki Jo Bhi

Teacher Padhaay Uske Jabaan Ko Copy Kare Aur Usko Story Ki Tarah Samjhe Isse Teacher

Ko Lagega Ki Bachcha Padh Raha Aur Vo Appar Dhyaan Dega Aur Us Subject Me Automatic Focus dene Lagoge.
*Mobile Se Blog Ko Handle Kaise Kare

2. Ask Questions Your Teacher.

Badhiya Performance Dikhane Ka Ye Bhi Badhiya Idea Hai Ki Jo Bhi Apke Man Us Visay Ka

 Ques Chal Raha Hai To Ap Apne Sir ya Mam Se Jaroor Poochhe Kuchh Time Jo Apse Questions Bante Bhi Ho Vo Bhi Poochhe Isse

 Bachche Bhi Apke Upar Dhyaan Denge Aur Teacher Bhi Dhyaan Dega Aur Ye Performed Karne Ka Sabse Badhiya Idea

 Hai Kuchh Research Me Paya Gaya Hai Ki Jyaada Bolne Wale Bachche Hoshiyaar Hote Hai.
*Blog Ki Speed Or Loading Time Kaise Increase Kare For Blogger

3. Khud Ko Hissa Bana Le.

Agar Padhaayi aur Achcha Paradarsan Dikhana Hai To Khud Ko Us Cheej Ya School Ka

Hissa Maan Le Ki Apko Lage Ki Vo Cheej Apki Hai Aur Khud Ko Aisa Dhaal Le Ki Jis Din Aap School Me Maujood Na Ho To Apke

 Bina Sabko Soona Lage Aur Iske Liye Apko Sabse Miljul Kar Rahna Chahiye Aur Milnejulne Ke Liye Sabki Help aur Sabko

 Achcha Suggestion Dena Chahiye Tabhi Aap School Ka Hissa Ban Sakte Ho.
*Blogger Me Table of Content Kaise add Kare

4. Improve Language.

Agar Class Me Aur Achche Se Rahna Hai To Jaroori Nahi Hai Ki Aap Discipline Me Raho Bas

 Aap Jyaada Se Jyaad Apni Language Improve Kar Lo Apki Boli Par Aisa Lagna Chahiye Jisse Sab

Attractive Ho Jaay Bas Dhaakad Awaaz Honi Chahiye Aur Apke Jabaan Se Koi Bhi Spam Words Na Nikle Bhale Hi Samne

 Wala Spam Words Use Kar Raha Ho Kyoki Us Place Me Apke Ijjat Ka Sawaal Rahta Hai

Hamesha Hinglish Langu Bole Aise Me Apko Sab Pasand Karenge.
*Blogger Me Labels Ko Drop Down Kaise Banaay

5. Best Behavior with Teacher.

Jab Bhi Teacher Se Baat Kare To Dare Nahi Aur Unke Samne Aisa Behave Kare Mano

Aap Jaise Koi Question Poochh Rahe Ho Aur Sabse Baat Teacher Se Hi Kare Aise Me Teacher

 Bhi Apka Friendly Ban Jaayga Aur Isse Apka Study Me Man Bhi Lagega Aur Apko Hamesha Apke Padhaane Wale Yaad Bhi Karenge

 Ya Aap Samajh Le Ki Teacher apka Friend Hai But Limit Me Aise Me Vo Koi Bhi Function Hoga To Vo Apko Jaroor Poochhenge.
*Translator- 2 Widget For Blogger

6. Last Sabd.

Maine Ye Post Apne Hisaab Se Likhi Hai Kyoki Mai Bhi Ek Student Hu Aur Mujhe Pata Hai Ki Class Me Kaise Rahna Chahiye Ummeed Karta Hu Ki Ye Post Aoko Pasand Aayi Hogi Ise Doosre Logo Ko Jaroor Share Kare Taki Unki Help Ho Sake.
Happy Study.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You