Sunday, October 21, 2018

Blogger Me Labels Ko Drop Down Kaise Banaay

How To Make Drop Down Label- Edited image
Drop Down Label.

Blog To Sabhi Log Banate Hai Aur Blogging To Usse Kam Hi Log Karte Hau Aur Jo Log Blogging
Bhi Karte Hai To Vo Dinbhar Template or Theme Ko Achcha Design Banane Me Lage Rahte Hai Usi Se Related Aaj Mai Bataunga Ki Kaise Labels Ko Best Ya Drop down Banaay Jisse Apka Blog Attractive Lagega.

Labels Kya Hai?

Labels Hamare Posts Ke Liye Bahut Hi Jaroori Hote Hai Blogger Me Labels Tags Ki Tarah Bhi Hote Hai

Ye Batate Hai Ki Posts Kis Category Ke Hai Aur Sath Me Readers Ko Bhi Uske Choose Kiye Hue Topics Ke

Dhoondne Me Help Karte Hai Aur Padhne Wale Ke Liye Bhi Jaroori Hota.
*Blog Posts Me Reaction Buttons Ko Kaise Enable Kare

1. Drop Down Labels Se Kya Benefit Hai?

Labels Se Hamare Posts Ki Category Bhi Pata Chalti Hai Aur

 Sath Me Ye Bhi Pata Chal Jata Hai Ki Blog Kis Category Ka Aur Ise Users Khud Ke Liye Helpful

Samajhte Hai Jante Isse Kis- Kisme Fayde Hai.

Labels in SEO-: Blogger Ki Kisi Bhi Cheej Ko Agar Samjha Jaay To Vo SEO Ke Liye Important Ban

Jata Hai Jaise Ham Image Ko Lele Ya Labels Ko Iska Use Ham Keywords Ki Tarah Kar Sakte Hai

Jisse Search Engine Me Ane Thodi- Bahut Help Hogi Kyoki Topic Ke Hisaab Se Labels or

Category Keywords Ka Kaam Bhi Kar Sakte Hai.

Labels Make Improve-: Agar Labels Ko Drop Down Nahi Banate Hai To Ye Rail Ki Patri Tarah Lambe Hote Hai Jisse Ye Users Ko

Ye Pasand Nahi Aur Isi Karan Ham Important Points Ko Ham Users Ko Nahi Dikha Pate Kyoki Ye Poori Screen Par Hote Hai Aur Drop down Karne Ka Yahi Bada

 Fayda Hai Ki Ham Design Bhi Improve Karlete Hai Aur Kuchh Jaroori Points Bhi Show Hone Lagte Hai Jisse Blog Digital Aur Badhiya Dikhne Lagta Hai.
*Yoast SEO Plugins Code Blogger Ke Liye

2. Blogger Me Labels Ko Drop Down Kaise Banaay.

Jo Bloggers Labels Lagate Hai Vo Ek Dam Simple Wala Label Hota Hai Vo drop down Nahi Hota

Hai Ab Aa Gyi Hai Steps Ki Baari Ab Yaha Se Dhyaan Se Padhe Thodi Hi Codings Ki Jaaygi.

1. Layout Me Jaay.
2. Add Gadgets--> Labels Ko Add Kar De.
3. Apne Blogger Theme Ya Template Ko Edit Kare.
4. Uske Baad Ye Code Find Kare Jo Neeche Hai

<b:widget id='Label1' locked='false' title='Labels' type='Label'/>

5. Ab Is Code Ko Find Karne Ke Baad Isi Code Se Dibba Wala Code ko Replace Kar De.




Ab Apka Blog Ka Label Drop Down Ban Chuka Hai. Kuchh Bloggers Ka Kahna Ki Hamne

 Kai Sare Gadgets Add Kiye Hue Hai Jisse Users Hamare Taraf Attract Ho Jaay Par Jab Labels Add Karte Hai To Unke Design Labels

Ke Karan Chhup Jate Hai aur Ye Hi Labels Se Problem Ati Jo Drop Down Hone Ke Baad Ye Problem Solve Ho Jati Hai.
*Blog aur Blog Posts Ko Search Engine Me Kaise Submit Kare

3. At Last.

Ye Bahut Hi Kamaal Ki Trick Hai Un Logo Ke Liye Jo New Blogger Hai Aur Sath Me Un Logo Ke Liye Bhi Jinke Jyada Labels Hai aur Vo Label Lagane Se Darte Hai Kyoki Vo Poore Screen Me A Jate Hai Ye Post Unke Liye Helpful Hogi Apko Bhi Ye Post Doosre Bloggers Ko Share Karni Chahiye.
Happy Blogging.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You