Sunday, October 21, 2018

Https Aur Http Kya Hota Hai Inme Kya Difference Hai

Http aur Https Kya Hai
Https Aur Http Ke Bare Me Janiye
Doston Aaj Bahut Dino Ke Baad Mai Blogging Fir Se Start Kar Raha Hu Kyoki Beech Me
Kuchh Problem Aa Gyi Thi Is Karan Mai Blogging Continue Nahi Kar Paaya To Yeh Thi Meri Baat. To Dosto Baat Abhi Aisi Hai Ki Internet Ka

Jamaana Aage Badh Raha Hai Aur Is Tarah Me Security Ko Lekar Thoda Jyada Sawadhaan Hona Chahiye Pata Nahi Kab Kya Loss Ho Jaay Security Ka Ki Ek Chhoti Si Pehchaan Hai

 Jisse Security Rahegi Aur Ap Kuchh Had Tak Risk Free Rahenge Jiska Naam Hai Http aur Https Hai.
*SMO Kya Hai Like That SEO Must Read In Hindi

Http aur Https Kya Hai?

Jab Bhi Aap Koi Page Ya Website Kholte Hai To Upar Ki Taraf Ek Chhota Address Bar Ki Traf URL or Link Ke Pahle Https Dikhaay Deta Hai. To Jo Http Hota Hai Iska Full Form


Hypertext Transfer Protocol Hota Hai Aur Jo Https 'S' Word Add Hota Hai Ye SSL Yani Secure Socket Layer Hota Hai Jo Http Ke Sath Judkar Https

 Bana Leta Hai Aur Is Tarah Me Iaka Naam Hypertext Transfer Protocol Secure Ho Jata Hai Aur Yahi Http aur Https Kahlate Hai.
*5 Antivirus You Know?

1. Https Aur Http Ka Kya Work Rahta Hai?

To Yaha Par Jo Http Hai Ye Secure Nahi Hota Hai Jaisa Ki Hame Naam Se Hi Pata Chalta Hai Ki Http Secure Nahi Hai Jabki Https Secure

 Hai Kyuki Ye SSL Ka Judaav Hota Hai. Https Aur Http Ka Main Work Rahta Hai Jo Bhi Ham Page Kholte Hai To Us Page Aur Apke Beech Me Kya

Connection Hai Matlab Kaun- Kaun Apke Aur Us Page Ke Beech Me A sakte Hai. Par Jo Https Hota Hai To Encrypted Hota Hai Yani Apke

 Aur Us Page Ke Beech me Koi Third Party Na Aa Paay Aur Is Trah Se Aap Hackers Se Bache Rahte Hai Secure Rahte Hai.
*SEO Friendly Post Likhne Ke Some Tips

2. Https aur Http Me Kya Difference Hai?

Http Safe Nahi Hai Hamare Liye Balki Https Safe Hai Aur Http Ka URL http:// Se Start Hota Hai Balki Https

 Ka URL Hamesha https:// Se Shuru Hota Hai. Https me Encrypted

Connection Hota Hai Yani Koi Teesra Nahi Aa Sakta Aur Http Encrypted Nahi Hota  Yani Secure Nahi Hota.
Improved Blogging Speed How?

3. Last Little Words.

Last Mai Itna Hi Kahunga Ki Jab Bhi Aap Net Banking, Recharge, Train Ticket Booking, Marketing Kare To Ye Cheej Jaroor Check Kar Le Ki Vo Https Ho Warna Http Ke Chalte Secure Nahi Rahega So Is Important Fact Ko Dhyaan Rakhe. Aap Hamre Is Post Ko Share Bhi Kar Sakte Hai Aur Logo Tak Yeh Jankari Pahucha Sakte Hai.
Dhanyawaad.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You