AMP Ke Fayde Aur Nuksaan. |
Ne Ek Project Launch Kiya Tha But Maine Us Project ke Bare Me Post Likh Chuka Hu Par Is Post Me Bhi Us Post
Ko Likhunga Kyoki Maine Usme Add Karne Bare Me Bataya Hai Na Ki Uske Bare Me To Aaj Ham Janenge Ki AMP Kya Hai Aur Iske Kya Fayde aur Nuksaan Hai.
AMP.
AMP Ka Naam Apne Suna Hi Hoga AMP Ka Full Form Hota Hai Accelerated Mobile Pages Ye EkGoogle Ka Project Hai Mobie Users Jyada Hai Isi Liye Ise Banaya Gaya Hai But Iske Kuchh Fayde Bhi Aur
Kuchh Nuksaan Bhi Hai Jiske Bare Me Ham Aage Baat Karenge .
*AMP Ko Blogger Blog Me Setup Kaise Kare
1. AMP Ke Kya Fayde Hai.
Ab Agar Aap AMP Ke Bare Me Thoda Sa Bhi Jante Honge To Aap Iske Benefits Bhi Jante Honge But Fir SeJaan Lete Hai Iske Benefits.
1. Fast Load-: AMP Lagane Ka Sabse Bada Fayda Yahi Hai Ki Aapka Blog Pahle Se Kai Guna Jyada Fast Ho Jata
Hai Kyoki Vo Page 75+ Optimized Ho Jata Hai Aur Slow Network Use Karne Walo Ke Liye Bhi Ye Rahat Ki Baat Hai.
*Blog Ki Speed or Loading Time Kaise Improve Kare
2. Improve Your Blog Speed-: Agar Apka Blog Fast Loading Hoga To Isse Ye Bhi Baat Pakki Hai Ki Blog Ki Speed
Bhi Improve Hoga I Think Optimized Ho Jane Ke Baad Apka Blog Super Fast Speed Ho Jati Hai.
3. Traffic-: Agar Jis Bhi Visitor Ko Pata Chalega Ki Apke Blog Me AMP Laga Hua Hai Ya AMP Ka Sign Dekhega
Search Engine Me To Vo Pakka Apke Blog Me Hi Visit Karega Aur Isse Traffic Bhi Blog Ka Improve Hoga.
*Traffic Kaise Increase Kare Tag Attribute Method Se
2. AMP Ke Kya Nuksaan Hai?
Jaisa Ki Aap Jante Hai Ki Agar Jis Cheej Se Fayda Hota Hai To Usse Nuksaan Bhi Hota Hai To Ham Jaan Lete hai Kya Nuksaan Hai AMP Add Karne Par.1. Your Blog Design-: AMP Add Karne Ke Baad Apka Blog Fast To Ho Jata Hai But Isse Apke Blog Jo Real Theme
Hota Hai Vo To Ahcha Hi Hota Hai But Optimized Hone Ke Baad Design Achcha Nahi Lagta Hai.
*Blogger Theme Design Kaisa Hona Chahiye
2. Some Errors-: Experts Ka Manna Hai Ki AMP Add Karne Ke Baad Apke Blog Me Kuchh Scripts Ke Karan Error Bhi A Sakte Hai Khaaskar Blogger
Walo Ke Liye Kyoki Abhi Is Time Blogger Me AMP Available Nahi Fir Bhi Ham Kuchh HTML Se AMP Use Kar Sakte Blogger Me.
*Free Themes Kabhi Na Use Kare
3. Effect In Earning-: Ye Baat Mai Nahi Kah Raha Iske Liye Bhi Expert Kahte Hai Ki AMP Add Karne Ke Baad
Apki Earning Kam Ho Jaaygi But Mere Kahayaal Se AMP Laga Lene Ke Baad Ad Ko Bhi AMP Bana Sakte Hai Jisse Earning Par Kuchh Had Tak Effect Nahi Padega.
*Earning Kaise Kare Online
4. Bounce Rate-: Ho Sakta Hai Design Me Changes Hone Ke Karan Visitors Site Ko Kam Pasand Kare Aur Vo Site Ko Chhod Sakte Hai Jisse Bounce Rate Me Badlav Aayga.
*Google Search Console Se Blog Posts Ko Kaise Remove Kare
Note-: Mai Kisi Bhi Tarah AMP Ki Buraai Nahi Kar Raha Yaha Jo AMP Ke Fayde Aur Nuksaan Hai Vo Spast Roop Se Hai.
No comments:
Post a Comment
1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You