Thursday, January 18, 2018

SEO Se Jude Kuchh 5 Badhiya Questions aur Answers

SEO Related 5 Best Questions and Answers In Hindi
SEO Se Related 5 Prasn.
Kaise Hai Aap Log Aap Blogging Karte Hai Jaroor SEO Ko Jante Honge Bina SEO Ke Blog Ki Value Nahi Badhne
Wali Waise Maine Bahut Sare Logo Ko Dekha Hai Jo SEO Ko Lekar Bahut Hi

Confused Hai Aur Unke Sawaalo Ka Jawaab Nahi Mil Raha Hai To Aaj Yahi Baat Karenge.

SEO Ke Bare Me Questions.

Log SEO Ko Lekar Ek Dam Serious Ho Chuke Hai But Abhi Bhi Aise Log Hai Jo Thoda Misguide Hai Matlab Vo

Question Kuchh Aur Poonchhte Hai Aur Answer Unhe Kuchh Aur Milta Hai Yani Kuchh Questions Hai Jinke Answer Mai Isi Blog Par Apko Dunga.
*SEO Ko Kaise Samjhe or Understand

Q1. Mai Post Me High Quality Keywords Aur SEO Friendly Post Likhta Hu Fir Bhi Meri Post Search Engine Me Kyu Nahi Aa Rahi Hai?

Ans- Iska Region Ye Ho Sakta Hai Ki Aap Jaroorat Se Jyada Keywords Use Karte Hai Ya Fir Apke Robots Me 

Problem Ho Sakti Hai To Mai Apko Suggest Karunga Ki Robots Ko Jaroor Check Kar Le Aur Iske Alawa SEO Friendly Theme Jaroor Use Kare.
*Search Rank Kaise Improve Kare Best Tips
Q2. SEO Friendly Post Likhne Ke Liye Kitne Targeted Keywords Use Kar Sakte Hai?

Ans- Ye Apki Post Ke Upar Depend Karta Hai Pahle To Mai Apko Ye Kahunga Ki Post Ko Kam- Se Kam 

500+ Words Ki Likhe Aur Agar Usme Keywords Use Karna Hai To Post Ke Beech Me 10 Keywords Use Kar Sakte Hai.
*SEO Friendly Post Kaise Likhe 5 Tips
Q3. Blog Me Kya- Kya SEO Related Hona Chahiye?

Ans- Jaisa Ki Ham Sabhi Jante Hai Blog Hamesha SEO Friendly Hona Chahiye Lekin Counting Ki Baat Kare Ki Kya- Kya SEO Friendly Hona Chahiye To Ye Hai.

1. SEO Friendly Theme.
2 SEO Friendly Posts.
3. SEO Related Gadgets.
4. SEO Related Tags.
Agar Ye 4 Cheeje Apke Blog Me Available Hai To Ham Kah Sakte Hai Ki Google Apki Better Rank Hogi.
*Structure Data Kya Hai Structure Data Ke Benefits
*Schema Structure Data Blogger Blog Me Kaise Add Kare

Q4. Achchi Rank Banane Ke Liye Sirf Keywords Hi Jaroori Hai Ya Kuchh Aur?

Ans- Search Engine Me Achchi Rank Pane Ke Liye To Keywords To Jaroori Hai But Uske Sath Jo Apke Content Vo

 Aise Hone Chahiye Jiski Information Kam Ho Matlab Quality Content aur Aisi Information deni Chahiye Jo Hindi Blogs Me Kam Ho.
*Rank Badhane Ke Liye 2018 Ke Best SEO Tips

Q5. Poora SEO Ko Follow Karna Hai To Kya Kar Sakte Hai?

Ans- Very Difficult But Not Hard SEO Hamesha Update Hota Rahta Hai To Isiliye Ham Kuchh Kah Nahi Sakte Ki All SEO Ko Follow Karne Ke Liye Kya 
*Image SEO Setting Se Rank Improve Kare
Kar Sakte Hai But Present Me Mai Ye Cheeje Apko Suggest Karunga Good SEO Follow Ke Liye.

1. SEO Friendly Theme.
2. Post Size Kam Se Kam 500 Words+
3. Keywords With Target.
4. SEO Meta Tags.
5. Improve SEO Settings Like Description or Tags.

Ye Sab 5 Cheeje Honi Chahiye Aur Bhi Bahut Kuchh Hai SEO Me.

Finally.

Ye Thi Kuchh Questions Jo Bloggers Hamesh Janne Ko Betaab Rahte Hai I Hope Apko Ye Post Pasand Aayi Hogi Ise Sabke Sath Share Kare.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You