YouTube Channel Ki Shuruvaat Kaise Kare. |
Chaturvedi ne Request Ki Hai Agar Ap Bhi Hame Post Request Karna Chahte Hai To Hamare Contact Us Page Par Jaay.
YouTube Channel Ko Kaise Grow Kare Iske Bare Me Ham Jannenge.
YouTube Channel.
Jaisa Ki Aap Jante Hai Ki Google Ke Baad YouTube 2 Doosri Rank Par Hai Aur Kai Sare Log Video Banate HaiAur Subscribers Pane Ki Ummeed Karte Hai Mehnat Bahut Sare Log Karte Hai But Success Gine- Chune Log Hi Hote Hai Janate Hai Kyu?
Kyuki Unhe Achcha Guideline Milta Hai Apne Channel Ko Grow Karte Hai Age Badhate Achcha Content Likhte Hai Ham Bhi Jannenge Ki Kaise YouTube Channel Ko Grow Kare.
1. Start With Best Name.
Jab Bhi Aap Channel Start Karte Hai To Koi Dhang Nam Choose Kare Low Quality Name Bahut Kam SuccessHote Hai Matlab Achcha Naam Soch Kar Rakhe Jo Apke Video Dekhne Walo Ko Naam Yaad Rah Sake Aur Jab Unhe Jaroorat Ho To Apka Nam
Search Kar Sake Isilye Easy Words Wala Name Soch Kar Rakhe.
*Email Subscriber Box Blogger Me Kaise Add Kare
2. Make a Good Logo and Cart.
Aap YouTube Ke Liye Badhiya Logo Choose Kare Aap Attractive Logo Bana Sakte Hai Taki Smartphone User Logo Ko Dekhne Ke Baad Vo Yaad RakhSake Yani Memory Able Logo Banaay. Aur Isi Me Ek Option Hota Hai Jo Laptop Desktop Users Ke Liye Hota
Hai Matlab Cart Achcha Use Karenge To Desktop User Apke YouTube Channel Ko Pasand Karenge
*Android Mobile Me Google Assistant Kaise Enable Kare
3. Write Good Description.
Ek Best YouTube Channel Kam Se 300- 400 Words Ki Description Hoti Hai Aur Description Me Us Channel KeBare Me Badhiya Jankari Hoti Hai Jo Ek Achche YouTube Channel Ki
Pahchan Hai. Mera Kahna Hai Ki Description Me Kabhi Faltu Ki Cheeje Mat Likhe Only Us Channel Se Related Likhe.
*Facebook Fake ID Kaise Pehchane
4. Use Best Tags.
Ap Apne Channel Me Tags Bhi Use Kar Sakte Hai Apne Channel Ke Topic Ke Hisaab Suppose That Apka Channel Kisi Blog Par Adharit Hai To wahaBlog Se Related Tags Use Kar Sakte Exp- Blogging Tips, Bloggin Learning etc. To Aap Understand Kar Hi Chuke
Honge Ki Isse YouTube Me Search Result Improve Hota Hai.
*How To Increase Speed Of Internet
5. Create a Facebook Page.
Agar Apko Apne Audience Se Love Hai To Aap Apne Channel Aur Unhe Latest Update Dene Ke Liye Badhiya Facebook Page Bhi Bana Sakte HaiAur Iski Jankari YouTube Par De Sakte Hai Taki Subscribers Kabhi Bhi Apke Video Ko Miss Na Kare.
*Low RAM Phones Ke Liye Badhiya GO Edition Apps
6. Create a Facebook Group.
Facebook Page Banane Ke Alawa YouTube Channel Ko Badhiya Grow Karne Ke Liye Facebook Group Best Option Hai Aap Apne Channel KoWaha Share Kar Sakte Hai Sath Me Apke Channel Ka Support Bhi Rahega Logo Ke Sath Yani Fb Group Me.
*Website or Blog Kaise Banaay Janiye Hindi Me
No comments:
Post a Comment
1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You