Friday, May 17, 2019

Hitlogstar Me Kaun Sa Theme Use Ho Raha Hai

Which Hitlogstar Theme
Hitlogstar Ka Theme.


My final words

To dosto ye he hmare blog ke kuch features. Agr aap new blog start kr rhe he to me aapko prefer krunga ki aap free theme hi use kriyega. Aap yha se jan sakte he ki blog ke liye best free themes konsi he.Mujhe Baat Acchi Lagi Friends Ki Aap Hamare Blog Ko Pasand Karte Hai. Matlab Agar Ap Logo Ka Sahara Milta Jaay To Hamara Blog Kaamyaabi Chhoo Lega Aur Yahi Apse Umeed Karte Hai. To Hamare Blog Ka Look Apko Pasand Aaya Ho To Doosro Ko Bhi Bataaye aur apne mitroko share kijiye.


Free blogger themes-benefits and losses

Mai aaj bahut khus hu kyoki mere blog ka design logo ko bahut pasand aa raha hai aur isse mera confidence level badh raha hai. Jab maine kal free theme na use karne ke bare me logo ko bataya tha to ek friend ne mujhse ye poochha ki apke blog hitlogstar me kaun sa theme use ho raha hai. Lekin maine use answer dediya. Ab lagta hai ki sabko ye baat bata du. Lekin ek bar yeh bhi jan lijiye ki free theme kyu nhi use karni chahiye.

Our blog theme

Sabse pahle apko ye baat bata du ki jo mera blog hai vo blogger platform par bana hua hai jo ki ek free service hai aur jo mera theme or template hai vo free nahi hai balki premium hai jisko maine ek friend se liya tha aur ye theme logo ko pasand bhi aa rahi so sabko jawaab dene ka time aa gaya hai.


Hitlogstar me kaun sa theme use ho raha hai

Doston mere blog me jo theme hai uska naam 'ribbon' hai. Aur isko maine apne favorite color ke hisaab se customize kiya hua hai. Ab jara jaan lete hai ki is template ya theme ke kya feature hai.


1. Seo friendly-:
Mere blog ka theme seo friendly hai. Matlab search engine optimization friendly jo ki search engine me better result show karta hai. Jab koi topic se related search karta hai to hmare blog ki posts acchi rank pr mil jate he.

2. Attractive-: 
Ye jo theme hai usme mobile view me badhiya articles list me show hote hai. Aur header me logo ke background me red color hai. Aur sath me address bar ke color se match ho raha hai jisse users ko mera blog attractive lagta hai. Aur attractive dikhane ke liye maine isme kuchh customized bhi kiya hua hai.

3. Fast loading-: 
Is theme me sabse khas baat ye hai ki fast loading hai. Agar apko koi article padhna hai ya visit karna hai to page jaldi load hoga jisse ki visitor ko accha experience milega.

4. Better layout-:
Iska jo layout hai vo bahut badhiya hai. Matlab sidebar aur header ka place bahut achcha hai yani kulmilakar better layout ka matlab desktop friendly bhi hai.

5. Responsive-: 
Jo hamara blog hitlogstar hai vo asaani se sabhi view aur sabhi size wale device jaise laptop, mobile, tablet me show hota hai. Is theme ki badaaulat aur yahi cheej mujhe iski achchi lagti hai.


My final words

To dosto ye he hmare blog ke kuch features. Agr aap new blog start kr rhe he to me aapko prefer krunga ki aap free theme hi use kriyega. Aap yha se jan sakte he ki blog ke liye best free themes konsi he.mujhe baat acchi lagi friends ki aap hamare blog ko pasand karte hai. Matlab agar ap logo ka sahara milta jaay to hamara blog kaamyaabi chhoo lega aur yahi apse umeed karte hai. To hamare blog ka look apko pasand aaya ho to doosro ko bhi bataaye aur apne mitroko share kijiye.


1 comment:

  1. woh to thik ha bhai lakin template ka download link do na bhai please...bohot search kiya lakin jobhi template mujhe mila sab pe credit link hidden mujhe bilkul removed cahiye tumhra jaisa,,,,,,,bohot mahine sa parisan hu please dedo bhai

    ReplyDelete

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You