Saturday, September 29, 2018

Mahatma Gandhi Jayanti Par Speech In Hindi 2018

Gandhi Jayanti Speech In Hindi
गांधी जयंती पर भाषण।
To Kaise Ho Tum Aaj Ki Post Hai Mahatma Gandhi Ji Ke Upar Jaisa Ki Ham Sab Logo Ko Pata Hai Mahatma
Gandhi Ka Janm 2 October Ko Hua Tha 1869 Me Inka Full Name Hai Mohandaas Karam Chandra Gandhi Hai Ye Bahot Hi Sajjan Purush The Aaj Inhi Ke Bare Me Ek Spech Hogi Aap Dhyaan Se Padhiye Is Post Ko.

More About Mahatma Gandhi.

Jaisa Ki Maine Uar Bataya Ki Inka Full Name Mohandas Karam Chandra Gandhi Hai Inka Janm San 1869, 2 October Ko Hua Tha Aur Inki Death 30 January San 1948 Me Hui Thi Ye Bahot Hi Mahaan Purush Inka Naam Mahaan Purush Me Se Ek Me Ata Hai.


1. Speech Of Mahatma Gandhi.

Aaj Ham Un Mahaan Purush Ke Bare Me Baat Karne Wale Hai Jo Bharat Desh Ko Sistachaar Sikhaya Hai. Jindgi Kaise Jeete Hai Inhone Hi Sikhaya Hai Vah Mahaan Purush Ka Naam Hai Mohandaas Karam

Chandra Gandhi Jinhe Aaj Ham Mahatma Gandhi Ji Ke Naam Se Jante Hai. Mahatma Ka Matlab Hai Mahaan Atma Aur Sach Me Ye Purush Mahaan Purush The. Mahatma Gandhi Ji Itne Dhairya Rakhne Wale Vekti The

Jinhone Poore India Ko Ek Nayi Disha Dikhaayi Hai Sach Me Inki Dhairyata Ka Jawaab Nahi. Ek Baar Inke Sath Ek Ghatna Bhi Hui Thi Jisme Inse Kuchh Galti Ho Jane Par Angrej Ne Inke Ek Gaal Par Thappad Mara Aur Usi Wakt Mahatma Gandhi Ji Ne Badi Hi

Dhiryata Se Use Jawaab Me Doosre Gaal Par Thappad Marwane Ke Liye Bolte Hai. Ye bahot Hi Bdi Baat Hoti Hai Kyoki Aaj Ke Time Me Agar Koi Kisi Ko Ek Thappad Maar De To Vo Badla Lene Ke Liye Ke Badle Me Chaar Thappad Marega Na Ki

Mahatma Gandhi Jaise Khud Doosre Gaal Me Thappad Marwane Ka Sahas Rakhega. Aur Shayad Isi Wajah Se Kahi Na Kahi Ya Chhoti- Chhoti Khoobiyon ke Vajah Se Aaj Desh Ki Ajaadi Ki Haawa Ham Le Rahe Hai.


Ham Kayi Baar Alochnao Ke Chakkar Me Gandhi Ji Ki Buraai Bhi Kar Dete Hai Par Ye nahi Bhoolna Chahiye Ki Vo Ek Mahaan Vrkti The aur inhi Sab Khoobiyon Ke Karan Hi Vo Maha Purush Ya Mahatma Ke Nam Se Jane Jate Hai. Gandhi Ji Ki Doosri Sabse

Badi Adat Thi Kapdo Ki Unk Pahnaav Kurta Dhoti Hi Tha Par Jaisa Ki Hame Pata Hai Adhunik Yug Me Ise Log Manya Nahi Karte Par Us Samay Ke Daur Me Mahatma Gandhi ji Ne utne Hi Vastra Pahan Kar Poora Desh

Bhraman Kiya Hai. Kahte Hai Gandhi Ji Ke Ajaadi Ke Pichhe Unka Charkha Hai Aur Isse Hame Prerna Milti Hai Aur Isi Ke Chalte Hamare National Flag Me Ek Chhota Sa Chakra Dikhta Hai Jise Gandhi Ji Ka Charkha Kahte Hai.

Mahatma Gandhi Ji Se Hame Sabse Badi Ek Aur Cheej Seekhne Ko Milti Hai Ki Jab Hausle Ho Buland To Kaisi Bhi Kathinayian Ya Kaisa Bhi Rok- Tok Ho Sabme Hame Dat Kar Samna

Karna Chahiye Jeevan Me Kuchh Aisi Conditions Bhi Ati Hai Jisme Choice Lena Hota Hai Aur Us Samay Hame Sahi Choice Leni Chahiye Kyoki Ho Sakta Hai Ek Choice Pura Jeevan Badal De.


2. At Last.

Agar Apko Mahatma Gandhi Ji Ka Speech Pasand Aya To Is Post Ko Sabhi Friends Ke Sath Share Kare Aur Students Ke Sath Khaskar Ise Share Kariye.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You