Sunday, October 21, 2018

Online Paise Kaise Kamaay Google AdSense Ban Ya Disapprove Hone Par Kya Kare

Paise Kamane Ke Tareeko Ke Liye Edit Image
Paise Kaise Kamaay?
Kai Bloggers Ki Problem Rahti Ki Unka AdSense Ban Ho Gay Aur Ab Unsuccessful Ho Chuke Hai Ye Unki Bhool Hai Bhale Hi AdSense Ne Apka Sath Na Diya Ho Phir Aap 50 Hajaar Se Upar Asaani Se paise Kama Sakte Hai Vo Bhi Badi Asaani se.
Aaj Ki Is Post Mai Yahi Apjo Batunga Waise Ia Post Ko Maine Other Bloggers Ke Liye Likhi To Hai Pr Sath Hi Sath Apne Liye Bhi Likhi Hai Kyoki Poat Unke Liye Bhi Kaam A Sakti

Jinka AdSense Abhi Approve Nahi Hua Aur Mera Bhi AdSense Is Time Approve Nahi Hua Maine Aocha Khud Try Karne Se Pahle Others Tak Ye Information Pahucha Di Jaay.

Waise Baat Kare Kamayi Ki To India Online Kamaayi Karne Me Bahut Peechhe Hai Agar Aap Is Post Ko Achche Read Karenge To Ho Sakta Hai Hamara India Bhi Sudhar Jaay.

AdSense Kab Ban Hota Hai?

AdSense Jadatar Tab Ban Hota Hai User Khud Ke Hi AdSense Se Chhed Chhar Kare Ya Fir Apje Blog Me Koi Copyright Ya Fir Aisi Activity Ho Sakti Jisse AdSense Ban Ho Jata Hai.

Copyright Material Ho Ya Aap AdSense Policy Ke Sath Nahi Chal Rahe Hai Tab Iss Situation Me AdSense Apko Ban Kar Deta Hai.
*Tata Sky Ki Top Active Services For You.
 Ya Fir Fake Clicks Bhi Ek  Wajah Ho Sakti Hai. Mere Experience Ke Hisaab Se AdSense Tab Ban Hota Hai Jab Koi Khud Doosre Kahe Ki Mere ads Par

Click Karna Tabhi AdSense Ban Honi Sambhaavna Badhti Hai.  To Doston Neeche Mai Batunga Ki AdSense ke Ban Ho Jane Par Kya Kare Kya Paisa Kamana Possible Hai To Mera Yahi

Jawaab Rahega Ki Aap Kama Sakte ho Aur Vo Bhi Achchi Kamayi Kar Sakte Ho.

 Kya- Kya Requirements Hai?

Chaahe AdSense Ho Ya Koi Doosra Platform Hamesha Teen Cheeje Jaroor Mangta Hai Aur Vo Teen Cheeje Jaroori Bhi Hoti Hai Tabhi Log

Hamare Blog Par Visit Karenge Hamre Blog Ke Liye Sabse Jyada Jaroori Hota Hai SEO (Search Engine Optimization) Aur Doosra Traffic And Teesra High Quality Blog Hona Chahiye Tabhi Readers Blog Par Kadam Rakhenge.
*How To Enable Google Assistant In Your Phone Full Information.
Doston Pata Chahe Jo Bhi Platform  Ho Bina SEO Ke Bina Dibba Hai Agar Apko Paise Kamane Hai To SEO Ka

Dhyaan Dena Hoga Vo Baat Alag Hai Ki SEO baad Bhi AdSense Ban Ho Gay Uski Koi Aur Problems Ho Sakti Hai.

1. Affliate Market.

AdSense Ke Baad Doosre Number Par Affiliate Market Hi Hai. Isse Bhi Paise Bade Asaani Se Kamaya Ja Sakta Hai

Affiliate Ko Seedhe Se Samjha Ja Sakta Hai Agar Aap Kisi Doosre Company Ka Product Sell Karwate Ho To Usse Mila Hua Commission Affiliate Kahlata Hai Aap Chahe To Affiliate Program Join

Kar Sakte Hai Jaise Hostgator Ya Bluehost Jaise Bade Affiliates Join Kar Sakte Hai Isse Apko Blogging Me Maza Bhi Aayga Aur Gud Kamai Bhi Hogi.
*India Ke Top 4 Patrakaar Ya Journalist Jo Basic Knowledge Ko Increase Karenge.
Meri Jankari Ke Anusaar Hostgatir Abhi Iss Samy Commission Me Per Hosting Buyers Ke Hisaab Se 1000 Se Jyaada De Raha Hai Jisse Affliate Ki Shankhya Badh Rahi Hai Doston

Hosting Bhi Hamrs Blog Ke Liye Jaroori Hota Chahe Khareedne Ke Hisaab Se Hoya Affiliate Par Baat Yaha earnings  Ki Ho Rahi Hai To Aap Affiliate Se Bahut Sara Paisa Kama Sakte Hai.

2. Chitika.

Naam Sunne Me Ajeeb Lagega Par Ye Hai Bade Kaam Ki Cheej Ye Chhote

Ads Provide Karti Hai Jaise 9aaps Ka Ad Hogay Aisa Hi Kuchh Par Affiliate Market Se Kam  Kami Hoti Hai Par

Aap Isse Achche Traffic Me 5000 Rs Se Jada Kama Sakte Hai.
*Google Ko Mili Penalty Laga 17,400 Crore Jurmaana.
Par Ek Baat Karoor Kahunga Frnds Agar Apka AdSense Active Hai To Aap Ise Use Na Kare Kyoki Ye Bhi AdSense Ban Hone Ki Wajah Ban Sakta Hai.

 Ye Tab Ke Liye Jab AdSense Approve Na Hua Ho Ya Ban Hua Ho. Waise Ye Ek Old Network Ise Pahle Bahut Se

Log Use Kiya Karte The Par Ab Use Karne Walo Ki Shnkhya Thoda Kam Hai Lekin Aaj Bhi Agar Chahe To Isse Kamayi Ki Ja Sakti Hai.

3. UC Union.

Ye Achvha Ad Network Hai Jo Ki Alibaba Company Ka Hai Shayad Apko Pata Aaj UC Browser India me Bahut Hi Popular Hai.

 UC Union Me Bhi Ad Milenge Isse Aap Maheene Me 20 Thousand Ke Above Hi Kamay Kar Sakte Hai.
*Mobile Browsing Ko Desktop Browsing Me Kaise Change Kare Poori Step.
Ye Bhi Ads Provide Karta Hai Sabhi Products Ke Alawa Ye Apne Products Ka Bhi Ad Karta Hai Agar Apke Paas 500+ Perday Traffic Aa Raha Hai To Ap Isme Gud Rank Wali Kamai Kar Sakte Ho. Itna Hi Nahi Aap Aur

Achvhi Kamaayi Kar Aakte Ho Isi Ka Product Use Karke Yani UC News Me Apna Blog Publishe Karke.

4. Adf.ly.

Jee Haan Frnds Apko Ajeeb Laga Hoga Par Ye Ek URL Short Tareeka Hai Apko Isme Register Karna Hoga Fir

Aap Jo Bhi Link Share Karte Hai Usko Short Karna Hoga Lekin Jo  Bhi Shot Link Par Click Marega Uske Views Bante Jayenge Jaise Apke Blog Me Viws Ate Hai Usi Taraha Link Me Jab Koi Click Karega To Usko 6second Ki Add Dikhaay Degi Jisse Apko Earning Hogi.
*Funny Video- Hath Chhodkar Cycle Kaise Chalaay? Full Tutorial
Agar Maan Ligiye Iss Method Ko Use Karke 1000 Views Agar Aa Jaay To Apko 5$ Milenge Yaani Ap Achvhe Traffic Me Kam Se Kam Is Service Se 2000 Rs Se Jyaada Kama Sakte Hai.

Ye Wala Tareeka Kewal Yahi Company Nahi de Rahi Hai Others Company bhi De Rahi Hai Jaise Goo.gl

5. Total Benifit.

Agar Apke Blog Me Kam Se Kam 500+ Traffic Aa Raha Hai To Iss Time Agar Ap Affiliate Use Karte Hai To Usse Apki Kamaayi Lagbhag 30,000  Rs

Araaam Se Ho Jayegi  Aur Fir Chitika Use Karke Aap  Araam Se 5,000 Kama Sakte Hai And UC Union Ko Milaya Jaay To Aap Usse Kam Se Kam 10,000 Kama Sakte Hai Aur Adf.ly Se Aap

2,000 Araam Se Kama Sakte Hai Yani Apko Total Benifit 30,000+ 5,000+ 10,000+ 2,000 Yani Total Hua 47,000 Yani Aap Ek Month Me Araam Se 45,000+ Earning Kar Sakte Vo Bhi Bina AdSense Use Kiye.

6. Last Words.

Iss Post Ko Mujhe Likhne Me Thoda Time Laga Hai. Aur Mai Is Time New Blogger Hu Aur Mujhe Lagta Hai Mai Araam Se Itne Kama Sakta Hu Lekin Doston Aap AdSense Se Isse Bhi Jada Earn Kar Skte Hai. Lekin Bina AdSense Ke Aap Asaani Se Itni Earning kar Sakte Hai Jisne Se Aap Ek Achvha Laptop Aur Ek Mobile Jaroor Kahreed  Hai Share My Post In India And All World.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You