Sunday, October 21, 2018

Blog Ko Mobile Se Kaise Handle Kare Top 5 Apps

Blogging Ko Mobile Se Chalaay- Image
Blog Ko Mobile Se Handle Karne Ke Liye Best Apps.
Bloggers To Bahut Sare Hai Jinme Se Kuchh Hi Log Successful Hote Hai But Kuchh Log To
Unsuccessful bhi Hote Hai Unme Kai Saree Problems Hoti Hai Jo Asafalta Ka Karan Banati Hai Lekin Unme Se Kuchh Ki Problem Hai Blogging Me Intrest Na Hona Aur Kuchh ki

Problem Mobile Ka Use Karna Aur Unki Yahi Sikaayat Hoti Ha To Mai Bataunga Blogging Mobile Se Kaise Kare Ya Mobile Se Blogging Karne Ke Liye Apps.

Mobile Blogging Kya Hai?

Mobile Blogging Yani Mobile Se Blogging Karna Hai Aur Iske Liye Kuchh Apps Hai Jisse

Aap Badhiya Blogging Vo Bhi Mobile Se Kar Sakte Ho Bina PC ya Laptop Ke. Vaise Mai Bhi Mobile

Se Hi Blogging Karta Hu Mere Pas Bhi PC Vagaira Nahi Hai To Aaj Mai Apna Hi Experience

Apke Sath Share Karunga Aur Un Blogging Help Apps Ko Bataunga Jo Mai Use Karta Hu.
*SEO Friendly Post Kaise Likhe Janiye Hindi Me

1. WPS office.

Jis Prakar Laptops aur PC Me Microsoft Office Hota Hai Usi Tarah Mobile Ke Liye WPS Office Hota Hai Ye Bahut Hi Achcha

App Ye Mere Liye Bahut Helpful Sabit Hua Hai.

Ye Hamari Writing Me Help Karta Hai Aur Isme Sabse Khas Feature Word Count Hai

 Jo Apki Post Ke Length Ko Bataata Hai Aur Ye Bhi Jankari Deta Hai Ki Apki Post Kitne Sabdo Me Hai Isme Bahut Se Features Hai

 Jaise Spell Checker Bhi Jo Hamari Spelling Mistake Ko Batata Hai Aur Use Sudharne Ke Liye Kahta Hai.
*Blog Ki Speed or Loading Time Kaise Increase Kare

2. PicsArt.

Hamne Post To Likh Liya Lekin Usme Jo Image Hoti Hai Vo Kaha Se Banaay Iske Liye

Aapko Thoda Problem ho Sakti Hai Mobile Me Jise PicsArt App Solve Karta Hai Jaise Computer Me

Photoshop Jaise Apps Hote Hai Jo Post Ke Liye Image Banane Me Help Karte Hai Theek Usi Taraha

Yeh App Mobile Ke Liye Hai Jo Apki Help Karega Abhi Is Time Mai PicsArt Se Images Create Karta Hu.
*Email Subscription Form Widget Blogger Me Kaise add Kare

3. QuickEdit.

Baat Ati Hai Blogger Theme Ki Jo Ki Aap Custom Use Karte Ho Ya kisi Ke Duara Design Ki Hui

Use Karte Ho Ab Baat Ati Hai Ki Use Edit Kaise Kare To Quick Edit Apke Liye Achcha Sabit Hoga

 Kuchh Extra Scripts Bhi Hoti Hai Template or Theme Me Jise Hatana Desktop Me Easy Hai

But Mobile Me Thoda Muskil Ab Iss App Se Hard Ko Easy Banaay. Blogger Me Jo Theme Me Edit HTML Hai Vo Mobile Me Support Nahi

Karta Isiliye Uska Backup Leke Quick Edit App Ke Madat Se Edit Kar Sakte Hai.
*Blogger Me Translator- 2 Widget Kaise add Kare

4. Buffer.

Kuchh Experts Ka Kahna Hai Ki Mobile Me Blogging Karna Bahut Hi Hard Hai Jise Easy Banane Ke Liye Upar Ke 3 App Kafi Hai But

 Thoda Ye Aur Easy Ho Jaay To Baat Hi Alag Rahegi. Post Likhne Baad Baat Ati Share Karne Ke Joki Buffer Apo Ye Kar Dega Isme

Aap Bina Time Waste Kiye Apne Blog Posts Ko Fast Share Kar Sakte Hai Jisse Apke Liye Doosre Kaamo Ke Liye Time Mil Jaayga.
*Blogger Me Table of Content or Sitemap Kaise add Kare

5. Chrome Browser.

Aam Taur Par Ye App Sabhi Phones me Paaya Jata Hai But Fir Bhi Jiske Mobile Me App Nahi Hai Vo Ise

Install Kar Le Blogging Me Ye App Helpful Rahta Hai Because Ye Ek Dam Safe aur Secure Hai.

 Aur Ye Google Ki Cheej Hai Jo Behtar Experience Degi Mai Bhi Isi Browser Ko Use Karta Hu Aap Ise Update kar Le ya Google Play Store Se Download Kar Le.
*Blogger Me Labels Ko Drop Down Kaise Banay

6. My Words.

Mere Pas Na Hi Desktop Hai Aur Na PC Hai Fir Bhi Mai Blogging Kar Raha Hu Aur Meri Blogging Badhiya Bhi Chal Rahi Aur Log Mere Blog Ko Dekhkar Yahi Kahte Hai Ki Mai Blogging Mobile Se Nahi Karta Par In Apps ka Use Karke Mai Blogging karta Hu.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You