Sunday, October 21, 2018

Facebook Account Ko Hack Hone Se Kaise Secure Kare Best 16 Security Tips

How To Save Facebook Account From Hacking Best Security Tips
Save Facebook Account
Online Janakri Jankari Hack Hona Bahut Hi Khtarnaak Hota Hai Koi Nahi Chahta Ki Uski Information
Online Share Ho Ya Kisi Ko Pata Chale Har Aadmi Apni Jankari Safe Rakhna Chahta Hai Par Mai Apko Bata Du Is

Sab Ki Shuruaat Hoti Facebook Hack Se Aur Isiliye Logo Ki Information Leak Hoti Hai To Mai Aaj Bataunga Facebook Hack Hone Se Kaise Bachaaye.

Facebook Account Safe Kare.

Facebook Ki Security Is Time Kam Nahi Hai Two Factor Verification Bhi Aa Gaya Hai Jisse Security Bhi Badhi Hai.

Aur Ye Achchi Baat Bhi Hai Kyoki Isse Logo Ka Data Leak Nahi Hoga Mai Aaj Security Tips Dunga Jisse Facebook Hack Nahi Hoga Balki Facebook Secure Rahega.

1. Create Secure Password.

Agar Aap Chahte Hai Ki Apki Information Leak Na Ho Ya Koi Apke Facebook Se Vo Jankari Na Chura

Paay Jo Personally Ho Kyoki Kabhi Kabhi Kya Hota Hai Ki Easy Password Lagane Se Account Ko Easy Churaya

ja Sakta hai Matlab Ye Hai Ki Agar Aap Apne Facebook Ka Strong Password Create Karenge To Pakka

aap Safe Rahenge and Apka Data Safe Rahega.
*Facebook Se Paise Kaise Kamaye Best 6 Tips In Hindi

2. Don't Log In Any Fake Website.

Agar Aap Kisi Aise Website Me Visit Kiye Hai Jo Facebook Se Log Recommend Kare To Bilkul Na Kare

Kyoki Facebook Hack Ka Karan Ye Bhi Ban Sakta Hai and Aisa Nahi Hai Ki Sab Me Log In Na Kare Ya Sign Up Na

Kare Jo Trusted Ho Jo Secure Ho Unme Aap Kar Sakte Hai Magar Untrusted Me Mat Kare.
*Facebook Me Fake ID Kaise Identify Kare 8 Tips

3. On Log in Alert.

Facebook Ko Hack Se Bachane Ke Liye Sabse Badhiya Idea Hai Ki Log Alert Chalu Karle Isse Ye Hoga Ki Jab Bhi

Koi Apke Account Ko Kuchch Karega To Turant Apka Facebook Alert Dega Apko Aur Is Tarah Se Aap Facebook

Ka Password Change Kar Lenge Jisse Facebook Se Data Leak Hone Se Bach Jayga Ya Facebook Hack Hone Se Bach Jayga.
*Android Mobile Ke Bare Me 5 Jhoothi Bate Hindi Me

4. Block Unknown Person.

Facebook Me To Aap Kai Logo Ko Friend Banate Honge Aur Unme Se Kuchch Unknown Person Bhi Honge

Jo Ho Sakta Hai Vo Person Apka Facebook Hack Karne Wala Ho Ya Kuchch Aur To Sabse Badhiya Idea

Yahi Hai Ki Aap Aise Person Ko Block Hi Karde Jisse Apke Facebook Account Ko Fayda Hai.
*3 Best Android Apps Time Pass Karne Ke Liye

5. Hide Your Mobile Number.

Agar Man Ligiye Koi Person Hai Jisko Apka Facebook Data Hack Karna Hoga To Vo Apka Mobile Number Bhi

Use Kar Sakta Hai Ya Apke Mobile Number Ke Sath Spam Bhi Kar Sakta Hai To Mai Apko Suggest Karunga Ki

Jaha Bhi Apne Facebook Me Apna Number Dala Hai To Waha Ki Privacy Aap 'Only Me' Me Kar De.
*Android 9.0 or P Version Kya Hai 6 Best Features

6. Hide Email.

Jaisa Ki Maine Upar Bataya Ki Number Ko Hide Kar De Theek Usi Tarah Apko Apne Email Ko Bhi Hide

Karna Hai I Think Email Aur Number Kabhi Bhi Visible Na Kare Hide Hi Rahne De Isse Facebook Se Ane Wale

Spammers Ki Ginti Kam Hoti Hai Aur Apka Account Bhi Safe Rahta Hai Number aur Email Safe Hai Matlab Apka Account Safe Hai.
*Data Save Karne Ki Top 3 Methods

7. Secure Your Timeline and Taging.

Jab Bhi Aap Koi Post Ya Fir Koi Images Aap Timeline Par Share Karte Hai To Is Baat Par Focus Kare Ki Vo Sabhi

Trusted Person Me Tag Ki Gayi Ho Yadi Agar Apko Lagta Hai Kisi Galat Person Par Tag Hua Hai Ya Apke

Timelines Wrong Person Par Tag Hote Hai To Aap Timeline Ki Privacy Ko

'Only Me' Me Rakhe Isse Apka Account Safe Rahne Me Help Milegi.
*Google Ke 5 Best Apps Jo Achche Lagenge Apko

8. Don't Accept Request Of Unknown Person.

Some Person Apke Account Ka Data Janne Ke Liye Apko Friend Request Bhejte Hai Aur Vo Unknown Person

 Ya Koi Spammer Ho Sakta Hai To Mai Apko Suggest Karunga Ki Kabhi Bhi Unknown Person Ki Request Accept

Na Kare Isse Apka Account Safe Rahta Hai.
*Android Ka Go Edition Kya Hai? Best 4 Features

9. Don't Use Auto Likers.

Kuchch Auto Likers Aise Bhi Hote Hai Jisko Use Karne Ke Baad Apka Account Hack Ho Hata Hai Matlab Vo

 Auto Liker Fake Hote Hai Apke Account Ko Hack Karne Ke Liye Banaaye Jate Hai. Magar Kuchch Auto

Liker Safe Hote Hai To Aise- Waise Auto Liker Ka Use Na Kare Jise Aap Nahi Jante.
*Android Mobile Me Developer Option Kaise Enable Or Visible Kare

10. Focus In Https.

Kai Bar Kuchch Trusted Websites Bhi Hoti Hai Jinpar Aap Log in Karte Ho Magar Unse Bhi Data Leak Ho Jata Hai

Ya Unse Bhi Apka Facebook Account Hack Ho Sakta Hai. Uska Region Rahta Hai Trusted Website Ki Security Http Hona.

Lekin Apko Sirf Aisi Trusted Websites Log In Kare Jisme Https Enable Ho Secure Ho Isse Apka Facebook Bhi Secure Rahta Hai.
*Android Mobile Me Google Assistant Kaise Enable Kare

11. Use Two Factor Verification.

Yeh Facebook Ka Hi Feature Hai Facebook Me Apko Yah Mil Jayga Iska Kaam Ye Rahta Hai Ki Agar Aapka Koi Password Jaan Jata Hai To Log In

Karne Ke Baad Apko Verification Ka Code Ata Hai Aur Code Sirf Uske Pas Aata Hai Jo Facebook Account Ka Owner Hai.
*Low Ram Phones Ke Liye 3 Best Go Apps

12. Don't Share Your Password To Another.

Facebook Ki Security Layer Badh Jane Par Log Ya Apke Friends Shayad Apka

Password Mange To Unhe Bilkul Bhi Na De Kyoki Ho Sakta Password

Mangne Ke Bad Vo Share Kar De Apna Facebook Password Kisi Ko Bhi Nahi Dena Chahiye.
*5 Best Antivirus and Features For Android

13. Report On Facebook.

Agar Apko Lagta Hai Ki Apki ID Hack Ho Gayi Hai Ya Achanak Password Change Ho Gaya Hai Ya Fir Apke

timeline Par Kuchch Update Ata Hai Matlab Jaise Koi Apka Status Likh Ke Chala Jata Hai To Agar Apke Sath Aisa Hota Hai To Turant Facebook Par

Report Kare Jisse Ho Sakta Hai Apke Account Par Unusual Activity Ki Problem Facebook Apko Bata De.
*Mobile Ke Liye 5 Super Launchers

14. Time By Time Change Password.

Facebook Ko Secure Rakhna Hai To Agar Apko Thoda Bhi Time Mile To Facebook Ka Password Change Karte

Rahiye Isse Fayda Ye Hoga Ki Jo Apke Facebook Ka Password Janta Bhi Hoga Ya Facebook Log In Bhi Karte Honge

Log To Password Change Hone Par Security Layer Update Hoti Rahti Hai.
*Android Ke Liye Top 5 Cleaners

15. Turn On Guard.

Agar Jo Bhi Aap Apni Image Profile Picture Ke Roop Use Kar Rahe Hai To Usme Aap Turn On Guard Kar Le

Kyoki Ye Facebook Ka Hi Feature Sabse Bada Benefit Ye Hai Ki Koi Apke Photo ka Galat Fayda Nahi Utha Payga and Apki Photo Safe Rahti Hai.
*Internet Spees Kaise Increase Kare Super 7 Tips

16. Don't Share Your Pics In Public.

Maan Ligiye Apne Aone Profile Picture Guard Turn On Kiya Hua Hai But Baki Pics To Public Me Hi Rahengi To Sabse Badhiya Idea Yahi Hai Ki Change Karke Friends Tak Hi Simit Rakhe.
*2G Me 4G Ka Experience Kaise Laye
Apke Albums Ho Ya Photo Ki Jo Privacy Ho Use Aap Friends Of Friends Tak Hi Simit Rakhe Isse Apki Pics Secure Rahengi.
*India's Top 4 Journalist Jo Knowledge Ke Liye Best Hai
Kabhi- Kabhi Apki Id Pics Ke Dwara Target ki Jati Hai Aur Aise me Ham Logo Doosro Se Pics Hi Na Share Kare Kewal Friends Se Share Kare To Apka Facebook Account Safe Hi Rahega.

At Last With My Words.

Agar Aap Upar Ki Baataayi Hui Security Tips Follow Karenge Tabhi Aap Apne Facebook Ko Hack Hone Se Bacha Paayenge. I Hope Ye Post Apko Pasand Aayi Hogi Mere Khayaal Se Is Post Ko Har Vo Admi Ke Pas Share Karna Chhiye Jo Facebook Chalata Ho.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You