Sunday, October 21, 2018

Android Mobile Ke Bare Me 5 Jhoothi (Myths) Bate Jo Aap Nahi Jante

Android Mobile Mobile Ke Bare 5 Best Myths
Jhoothi Bate.
To Kaise Hai Aap Log To Aaj Ham Baat Karenge Android Se Related. Aajkal Android Phone Ya Mobile Har Aadmi
Ke Paas Hai Aise Me Kuchch Ko Android Phone Ke Hardware ya Software Ke Bare Me Jankari Hai Aur Kuchch Ko Nahi Hai To Aaj Ham Baat

 Karenge Android Mobile Ke Bare Kuchch Jhoohi Bato Ke Bare Me.

Android Mobile Myths.

Ji Han Bahut Si Aisi Jankariyan Jo Sach Nahi Hai Aur Aisi Jankariyan Ko Badhava Mila Hai Unse Jo Mobile Me

Ye Bhi Nahi Jante Ki Android Kya Hai? Aur Vo Jhoothi Bate Faila Dete Hai Hai Aur Isi Karan Log Android Ki Galat

Tareeke Se Security Ya Usko Us Najariye Se Dekhte Hai.
*Android P Kya Hai? Janiye P Ke Bare Me

1. Android Phone Me Virus Aa Jate Hai?

Aaplog Jo Kahte Ho Na Ki Android Me Virus Aa Gaye Hai Ye Bilkul Galat Hai Kyoki Jo Android OS ( Operator System) Vo Linux Se Juda Hua Hai To

Aapko Isme Virus Ka Khatra Nahi Hai Par Fir Bhi Log Yahi Kahte Hai Ki Android Me Virus Aa Jata Hai Vo Baat

 Alag Hai Ki Android Me Aise Apps Aa Jaay Jo Apke Phone Ka Poora Data Illegally Tareeke Se Chura Le Vo Malware Ya Trojan Types Ke Hote Hai.
*Android Mobile Ke Liye 5 Best Antivirus

2. Battery Jyada Charge Na Kare.

Ye Bhi Jhoothi Baat Hai Kyoki Ab Hamare Phones Smart Ho Chuke Hai Aur Mobile Me Non- Removable

Battery Bhi To Ane Lagi Hai So Aisa Kuchch Nahi Hota Aap Ne Dekha

Hoga 100% Charge Hone Par Charging Ruk Jati Hai. Matlab Isse Ye Hai Ki

Apke Phone Ki Battery Me Waise Bhi Force Nahi Lagta.
*Mobile Browsing Ko Desktop Browsing Kaise Banaaye

3.Kya Jyadatar Phones Hang Nahi Marte?

Ye Baat Lagbhag Galata Hai Kyoki Phone RAM Par Depend Karta Hai Agar Phone Ki RAM Full Hone Lage

Aur Jyada Background Process Chalne Lage To Phone Hang Marega Hi Chahe Jitni Jyada RAM Par Kuchch Log Aaj

Bhi Confuse Hai Ki Kuchch Phones Hang Nahi Marte Par Aisa Kuchch Nahi Hai Sab RAM Ke Upar Hai.
*Mobile Phone Ko Hang Hone Se Kaise Bachaaye

*Android Ke Liye 5 Best Cleaners

4. Kya 2G Ko 4G Bana Sakte Hai?

Ye Bhi Baat Lagbhag Glat Hai Kyoki Kuchch Log Kahte Hai Ki Ye Software Par Depend Karta Hai Par Aisa

Kuchch Nahi Hota Jo Network IC Hoti Hai Vo Hardware Hai Software Me To Kewal Switch Ka Ya Access Se Matlab

Hai To Means Ye Hai Ki 2G Phone Ko 4G Phone Nahi Bana Sakte Software Me Changes Karne Se Ye Hardware Se Related Hota Hai.
*2G Network Me 4G Ka Experience Kaise Laaye- Must Read

5. Kya Phone RAM Badha Sakte Hai?

Nahi Bilkul Nahi Kyoki Ye Possible Nahi Kai Sare Articles Aapne Padhe Honge RAM Badhane Ke Liye Par Aisa Kuchvh Nahi Apke Phone Me Jitni

RAM Hogi Vo Utni Hi Rahegi and Ek Baat Aur Mobile Me Kuchch Software Me Chhedchhani Kar Ke SD Card Ko

RAM Type Bana Sakte Ho Par Usme Bhi Bada Risk Hai and Kulmilakar Means Ye Hai Ki Phone Ki RAM Ko Badhana Impossible Hai.
*Low RAM Phones Ke Liye 3 Best Go Edition Apps

6. Conclusion.

Agar Apko Ye Article Pasand Ata Hai To Ise Share Jaroor Kare And Sre Mobile Shop Jinhone Khola Hua Hai Aur Jinhe Ye Nahi Pata Ki Android Kya Hai Ya Aise Log Jo Jhhoothi Bhate Faila Rahe Hai Ye Article Unke Liye Helpful Hoga Taki Unhe Bhi Sahi Baat Pata Chale.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You