Android P |
Jante Hi Honge Ki Ek Chhota Bachcha Growth Karke Bada Ho Jata Hai Theek Usi Tarah Android Bhi Hai But Ye
Tech Hai Android Ka New Version Aane Wala Hai Jise Ham Android P Kahte Hai Aur Android 9 Kahlata Hai Jiske Bare Me Aaj Ham Baat Karenge.
Android P 9.0 Kya Hai.
Yeh Ek Operating System Hai Jise Android Ne Banaya Hai Agar Apka Android Mobile Hai To Ye VersionAbhi Apko Nahi Milne Wala Hai Kyoki Android Abhi Kewal Developer Testing Ke Liye Is Version Ko Launch Kar Diya Hai Jo Ki Google Pixel
Best Performance Of Android P |
Phones Me Available Hai Rahi Baat Stability Ko To Mai Apko Neeche Bataunga Ki Kya Android P Ya Android 9 Ke Features Ho Sakte Hai.
*Mobile Me Data Kaise Save Kare Top 3 Methods and Tips
1. More Security.
Jaise- Jaise Internet Growth Kar Raha Hai Waise Hi Security Ka Bhi Dhayaan Rakhna Jaroori Ho Gaya Hai MatlabYaha Par Security Ki Baat Kare To Android P Ki Protection Aur Bhi Badha Di Gayi Hai Jisse Apko Better Security Experience Milega Android P Me.
*Google Ke 5 Best Apps Jo Apko Achche Lagenge
2. Better Animations.
Agar Ham Apne Khud Ki Phones Ki Baat Kare To Jo Hamare Paas Phone Hai Jaise Android 7 To Iska Animation Ya Scrolling Kafi Kam Hai Android 9 Ke Mukable And Scrolling HoAnimation Ho Kafi Improve Ho Chuke Hai Android P or 9 Me Jo Kafi Achchi Users Experience Deti Hai.
*Android Mobile Me Developer Option Ko Kaise Enable Kare
3. Improve UI (User Interface).
Android 9 Ka UI Bhi Kafi Pahle Se Improve Ho Gaya Hai Waise AndroidKe Pichhle Version Me App Drawer Le Alawa Up Sliding Karke Bhi Apps List Dekh Sakte Hai But Isi Stability
Android 9 Me Aur Bhi Jayada Improve Kiya Hai Aur Users Ko Kafi Helpful and New Feel Hoga.
*Low RAM Phones Ke Liye 3 Best GO Version Apps
4. Google Assistant Friendly In Android P.
Google Assistant Pahle Se Hi Friendly Tha But Tab Ye New Feature Tha But Android 9 Ke Sath Apko Milti HaiGoogle Assistant Ki Behtar Service Jo Apke Mobile Ki Apse Minimum Distance Se Voice Sun Sakta Hai And Google Assistant Aur Bhi Jayada
Comfortable Hai Android 9 Le Sath and Framework Aur System Me Aur Bhi Jyada Jud Gaya Hai.
*Google Assistant Kaise Enable Kare Mobile In Hindi
5. More Running Soft.
Pahle Hi Android Me Lollipop Ki Wajah Se RAM Ko Dhayaan Rakha Gaya But Ab Isko Aur Bhi JayadaImprove Kar Diya Gaya Matlab Ye Hai Kuchch Helpful Apps Hi Background Me Run Kar Sakte Hai Jo Bhi
Unknown Running Apps Honge Vo Automatically Recent Se Hata Dene Par Stop Ho Jaayenge.
*Mobile Browsing Ko Desktop Browsing Me Kaise Change Kare
6. New Experience.
Abhi Tak Ke Jitne Bhi Android Versions The Sab Ek Dossre Se Match Karte The Lekin Android 8 Se Some Changes Start hue Hai Yani KulMilakar Yeh Hai Ki Android P 9.0 Me Kuchch Khaas Hai And Yaha Apko Sabkuchch New Milega Aur New
Feeling Bhi Jaise Phone Ate Hi Google Assistant Ka Bolna And Scrolling Aur Animation aur Bhi Bahut Kuchh Apko New Experience Milenge.
*Mobile Phone Ko Kaise Hang Hone Se Save Rakhe
Pasand Aay To Share Jaroor Kare
ReplyDeletePlz
ReplyDelete