Sunday, March 04, 2018

Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Stop Kare

Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Band Kare
Blogspot Country Specific
 Redirect URL
To Kaise Hai Aap Log Mai Kal Blogging Nahi Kar Paya Aur Jis Din Blogging Nahi Kar Pata Hu Us Din
Bada Hi Sad Feeling Hoti Hai Aaj Ka Jo Hanara Topic Hai Vo Blogging Ka Matlab Jinhone Abhi Tak Domain

Nahi Kahareeda Hai Unke Liye Apne Country Redirection Ka Naam Suna Hoga Jo Ki Blogspot Domain Me Rahta Hai.

Blogspot Country Specific Redirect.

Blogspot Country Specific Redirection Ek Prakar Ka Redirection Hota Hai Iska Ek Seedha Sa Example Dunga Tab Apke Samajh Me Aayga.

Maan Ligiye Apke Blog Ka Naam
Supportmeindia.blogspot.com Hai Aur Agar Aap Ise Kholenge To Redirect Hokar Supportmeindia.blogspot.in Ho Jaayga 'in' Isliye Hoga Kyoki Ham

India Me Rahte Hai Aur Ye Isi Tarah Country Ke Hisaab Se Redirect Hota Hai Jaise India Ka .in  Aur Russia Ka .ru Aur Pakistan Ka .pk Matlab

Country Level Ke Hisaab Se Specific Domain Redirect Hoga.
*Invalid Clicks Ki Report Google AdSense Team Ko Kaise Kare

1. Blogspot Country URL Redirect Se Kya Hota Hai?

Sabse Pahle Apko Bata Du Iski Starting Google 2012 Me Ki Thi Iska Region Ye Tha Ki Google Jab Bhi Kisi Site Ko Track Karna Hota Tha Tab

Google Ko Problem Hoti Thi Aur Isi Ke Chalte Google Ne Country Redirect System Start Kiya Jo Ki Google Ko Kisi Bhi Site Ko Track Karne Me Help Karta Hai.
*Blogger Blog Me AMP Kaise Setup Kare

2. Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Band Karne Ke Benefits.

Ise Band Karne Se Kai Sare Benefits Hai Lekin Ise Understand Karane Ke Liye Apko Point By Point Batata Hu.

Improve AdSense Earning-: Jab Bhi Aap Domain Jahi Khareedte To AdSense Ek Hosted Account Hota Hai Matlab Aap Blog ko .com Par Hi

Submit Karte Honge And Redirection Ke Karan Some Times Ads Show Nahi Hote. Aur Kuchch Experts Apni

Experience Se Kahte Hai Ki Unhe Redirection Off Karne Se Unki Earning Badh Gayi.

Custom Link Error-: Jo Bhi Aap Custom Cheeje Use Karte Hai Jaise Custom Comment Box To Vo .com Ko Support Karti Hai Aur Redirect Ke Karan Error Ho Jata Hai So Off Karne Se Error Khatam Ho Jate Hai.

Minor Fix-: Kuchh Aisi Cheeje Bhi Apke Template Me Hoti Jaise Ajax Ya Fir Structure Access To Agar Apka Domain .com Par Rahega To Inhe Khud Ko
*Draft Blogger Kya Hai? Janiye Hindi Me

3. Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Band Kare.

Apko Jyada Kuchh Nahi Karna Ek Simple Sa JavaScript Code Hai Usko Apne Blog Me Add Karna Hai.

1. Copy These Code.

<script type="text/javascript">
var blog = document.location.href.toLowerCase();
if (!blog.match(/\.blogspot\.com/)) {
blog = blog.replace(/\.blogspot\..*?\//, ".blogspot.com/ncr/");
window.location.replace(blog);
}
</script>
Credit Labnol.org
Aur Paste Kare <head> Ke Neeche.

Ab Apka Blog Always .com Par Hi Rahega.
*2018 Ke 5 Best SEO Improve Tips Blogger Ke Liye

4. At Last.

I Hope You Loved That Post And Share With New Bloggers Ho Sakta Hai Unhe Ye Post Helpful Lage So Mai Yahi Kahunga Aage Bhi Aise Hi Helpful Post Apke Samne Lekar Aaunga Tab Tak Dhanyawaad.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You