Saturday, March 10, 2018

Time Pass Kaise Kare? Best 3 Android Apps Apke Liye

How to Time Pass Best Android Apps 3
Time Pass Android
Apps Ke Sath
To Kaise Hai Aaplog To Aaj Ham Baat Karenge Android Se Related Baat The Time Hai Garmiyon Ka Aur Aise
Kuchh Logo Ka Time Pass Nahi Hota Hai To Kyu Na Android Mobile Ko Aisa Banaya Jaay Ki Usse Hi Apka

Time Pass Ho To Badhte Time Me Log Bahut Hi Jyada Busy Ho Chuke Hai Aur Kuchch Logo Time Pass Bhi Nahi Hota Hai To Ye Post Un Logo Ke Liye Hai.

Android Se Time pass.

Sunne Me Jara Ajeeb Hoga Magar Ha Waise Kabhi Bhi Insaan Ko Boring Nahi Hona Chahiye Aur Na Hi Use Aisi
Feeling Aani Chahiye Android Mobile Ki Sabse Badi Khasiyat Hai Ki Isme Bahut Jayada Knowledge Ka

Bhandaar Hai and Yaha Apko Interesting Cheeje Bhi Milengi Bas Uska Sahi Se Use Karna Ana Chahiye

Ab Mai Niche Bataunga Ki Android Mobile Ke 5 Aise Apps Jo Apka Time Pass Karenge.

1. Temple Run.

Ye Apps To Hai Hi Magar Bahut Achcha Game Hai Agar Ise Aap Maje Ke Sath Play Karenge To Kabhi Thakenge Nahi Bahut Hi Achcha

Game Hai Simply Words Me Baataau To Is Game Me Ek Admi Rahta Hai Aur Uske Pichche Bandar Ya Kuchh Janwar Lage Hote Hai Aur Vo Bhagta

Hai Waise Ye Game Itna Popular Ho Chuka Hai Ki Is Game Ko Apne Jaroor Khela Hoga So It is Best Game For Time Pass.
*Android P Kya Hai? Iske Best Features

2. Facebook.

Dekhiye Sabse Pahle Mai Apko Bata Du Ki Facebook Ek Social Messaging App Hai and Facebook Doosre Logo Se Khud Ko Jodta Hai Yani Ham Logo Ko But Facebook Se Bhi Aap Dosto Se

Chat Karke Unse Bate Karke Aap Apna TimePass Kar Sakte Hai Aur Bahut Saree Activities Kar Sakte Hai.
*Mobile Me Data Kaise Save Kare Top 3 Methods

3. Hotstar.

Agar Aap Deewane Hai Sports Ke To Ye Bahut Hi Badhiya App Hai Yaha Bahut Sare Apko TV Programs Bhi Milte Hai And Agar Maan Lijiye

Cricket Match Aa Raha Hai Aur Aap TV Par Nahi Dekhna Chahte To Mobile Ko Hi TV Bana Sakte Hai Yani Hotstar App Ke Jariye Programs Dekhkar TimePass Kar Sakte Hai.
*Android Go Kya Hai? Iske 4 Best Features

4. At Last.

Bhale Hi Ye Post Jara Chhoti Ho Lekin Jab Mera Time Pass Nahi Hota Tha Tab Mai Inhi Apps Ka Use Karta Tha Aur Aap Yeh Bhi Kah Sakte Hai Is Post Me Mai Apna Experience Hi Share
Kar Raha Hu Aur Time Pass Karne Ke Liye Android Me Rah Hi Kya Gaya Hai I Hope Ye Post Apko Achchi Lagi Hogi.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You