Sunday, October 21, 2018

Android Ke Liye 5 Best Clean Karne Wale Apps Apke Liye

Cleaner For You
Best Cleaners For You!
Waise Kai Sare Phones Hote Hai Vo Badhiya Performance Dete Hai Par Kuchh Phones Kafi Slow Hote Hai Aise Buy Karne Ke Baad Pachhtawa Hota Hai Ki Hamne
Ise Kyu Khareeda Aur Fir Achcha Nahi Lagta So Aaj Mai Apko Bataunga Android Mobile Ke Liye Top Cleaners Jo RAM Ko Optimize Karta Rahega Jisse Phone Ki Speed Tej Ho Jaaygi Waise Agar Best Performance Ki Baat Kare To Sabse Best Phone Hai Google Ka Jiska Naam Hai Google Pixel Ye Bahut Hi Anokha Phone Hai Jo Ki Latest Android 7 aur 8 Ke Liye Update Dega.

Clean Karne Wale Apps Ke Kya Benefit Hai?

Iska Sabse Best Answer Hai Ki Aap Use Kar Ke Hi Pata Kar Le Lekin Mera Answer Hai Ki Ise Use Karne Se Sabse Big Fayda Hai Ki Aapke Phone Ki Internal Memory Me Space Rahta Hai. Aur Cleaner Use Karne Se Kuchh Had Tak Phone Ki Speed Badhti Hai Jisse Phone Me Kharaabi Nahi Hai Aur Badhiya Speed Bhi Deta Hai. Ab Mai Apko Kuchh Cleaner Ke Naam Bata Raha Hu.

1. 360 Security.

Ye Badhiya App Hai Aur Ise Use Karna Bahut Hi Easy Hai And Iska UI Bahut Hi Achcha Is App Ka Color Thoda Lite Blue Hai Aur Is Cleaner Ko Use Karne Se Apka Phone Bahut Hi Achch Aur Comfortably Chalega Ye Lite App Hai But Iska Lite Version Bhi Hai Agar Apke Internal Me Jagah Full Ho Gyi To Notification Ke Jariye Apko Warn Karega Ya Fir Clean Karne Ko Kahega Ye Best Hai.
*Developer Options Ko Kaise Unlock Kare?

2. DU Speed Booster.

Ye Bhi Mobile Ko Optimized Karne Wal App Hai Isko Use Karke Apke Phone Ki Speed Increase Hogi Lekin Phone Ki Internal Memory Me Se Jo Kharaab Files Hoti Hai Jinhe Aap Unnatural Files Kah Sakte Hai Unhe Ye App Clean Kar Deta Hai. Du Speed Booste Sabse Khas Baat Yah Hai Ki Iska UI Space Jaisa Dikhta Hai Aur Bahut Hi Styles App Hai Aur Bahut Comfortable Hai.
*Mobile Browsing Ko Converte Kare Desktop Browsing Me.

3. Clean Master.

Is App Ka Naam Apne To Suna Hi Hoga Ye Bahut Hi Popular App Hai Kisi- Kisi Phone Me Ye System Me Ya Pahle Se Pada Hota Hai. Clean Master Ke Naam Se Hi Samajh Me Araha Hai Ki Ki Ye Mobile Ko Clean Matlab Optimized Karta Hoga Jab Mera Purana Phone Tha Ya Jab Space Ki Kami Hoti Thi To Mai Clean Master App Ka Hi Use Kiya Karta Tha Ye Bahut Hi Achcha App Iske Features Bahut Hi Kamaal Ke Hai.
*Google Assistant Ko Kaise Enable Kare Apne Phone Me?

4. Turbo Cleaner.

Agar Apko Kam Size Me Clean Karne Wala App Chahiye To Turbo Cleaner Apke Liye Bahut Hi Achcha Sabit Ho Sakta Hai.
Turbo Cleaner Me Sabse Khaas Baat Hai Ki Jab Bhi Ye Kisi App Ke Kharaab Files Ko Ya Memory Ko Clean Karta Hai To Iska UI Bahut Hi Shaandaar Dikhaayi Deta Hai. Turbo Cleaner Low End Mobiles Me Easily Work Karta Hai Aur Phone Hang Nahi Hone Deta Hai.
*Best Journalist Ki Top List

5. Fast Cleaner.

Agar Achche Cleaner Ki List Dekhi Jaay To Fast Cleaner Bhi Kam Nahi Ye To Mobile Ki Internal Memory Ko Clean Karta Hi Hai Sath Me Mobile Ki Battery Par Bhi Dhyaan Deta Hai Waise Upar Ke Apps Bhi Battery Ke Liye Badhiya Hai. Fast Cleaner Bhi Kam RAM Phone Wale Phones Me Achche Se Chalta Hai Iska Bhi Cleaner UI Bahut Hi Shaandar Hai Is App Ko Bhi Mai Use Kar Chuka Hi Bahut Hi badhiya App Hai.
*2G Phone Ko 4G Kaise Banaay

6. Last Words.

Finally, Mai In Sab App Ko Use Kar Chuka Hu Jab Mere Paas New Phone Aya Tha Tab Dinbhar Achche Cleaner Ke Bare Me Search Karta Rahata Tha Aaj Socha Iske Bhi Bare Me Likh Diya Jaay Aaj Ki Ye Information Un Logo Ke Liye Jyada Useful Hogi Jo Best Cleaner Ke Bare Jankari Pana Chahte Hai Aur Phone ko Speed Dena Chahte Hai Agar Apko Hamari Post Achchi Lagi To Hakre Website Ko Sajha Kare.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You