Enable Auto Ads. |
Auto Ads Hai To Aaj Ham Isi Ke Bare Me Charcha Karenge Waise Blogging Ki Journey Me AdSense Ne Achcha Surprise Diya Hai Isse Logo Ki
Earning Bhi Badhegi Aur Blogging Me Interest Bhi Badhega.
Auto Ads.
Auto Ads Jo Ki Ek AdSense Ka Feature Hai Jo Blogging Ke Field Me Kafi Aham Bhoomika Nibhayga Waise BaatKahu To Ye Bahut Hi Achcha Feature Hai Google Ka Jo Page Level Ads The Usi Feature Ko Replace Karke Auto
Ads Naam Rakh Diya Hai Aur Sabse Badi Baat Yah Hai Ki Isse Earning Bhi Badhti Hai.
*Blogspot Country Specific Redirect URL Ko Kaise Band Kare?
1. Auto Ads Ka Kya Kaam Hai?
Auto Ads Ka Kaam Hai Ki Jo Bhi Apke Blog Me Thodi Bahut Jagah Dekhkar Apke Blog Ke Structure Ke Hisaab SeAds Show Karta Hai Matlab Kabhi- Kabhi Auto Ads Ke Ads Apke Blog Me Theek Vohi Jagah Lagenge Jaha Apko
Lagan Chagiye Aur Ye AdSense Khud Kaam Karta Hai Matlab AdSense Placement Ko Bahut Easy Bana Diya Hai.
*Blogger Blog Me Google AMP Kaise Setup Kare
2. Kya Auto Ads Se Earning Increase Hogi?
Iska Jawaab Hai Haan Earning Increase Hogi Kyoki Auto Ads Ka Placement Bhi Badhiya HaiMe Isme Kai Sare Ads Aate Hai Jaise Match Content Ads, Text and Display Ads etc. To Auto Ads Ke Ads Apke Blog
Me Aise Bhoomika Nibhate Hai Mano Vo Apke Blog Ke Liye Jaroori Ho and Users Ke Liye Helpful Ads Show Karta Hai Jisse Users Ko Bhi Paresaani Nahi Hoti.
*Draft Blogger Kya Hai Ise Kaise Enable Kare?
3. Auto Ads Blogger Blog Me Kaise Enable Kare? 3 Methods
Kai Sare Bloggers Hai Jo Blogger Platform Me Hi Work Karte Hai And Vo Chahte Hai Ki Unki EarningBlogger Platform Par Bhi Increase Ho So Ab Aage Step Ki Or Badhte Hai.
Image Me Dekh Sakte Hai. |
Head Ke Niche Paste Kare Code Ko. |
Method 1-:
1. Visit AdSense Dashboard.
2. My Ads Choose Auto Ads.
3. Setup Auto Ads Me Click Kare.
4. Jo Code Aaye Use Copy Kare and <head> Ke Neeche Paste Kare.
*Google Penguin Algorithm Kya Hai Aur Isse Kinhe Benefits aur Losses Hai
Method 2-:
Kabhi- Kabhi Head Tag Me Auto Ads Code Access Nahi Ho Pata So Method 2 Dekh Le.
1. Setup Auto Ads and Copy Code.
2. Paste Kare <body> Ke Neeche.
Add Gadget. |
Choose HTML/JavaScript |
Auto Ads Code Add And Save. |
Method- 3-:
Some Times Body Tag Me Bhi Auto Ads Code Nahi Access Kar Pata So Follow Method 3.
1. Setup Auto Ads and Copy Code.
2. Open Blogger Dashboard.
3. Choose Layout.
4. Add Gadget
5. Choose HTML/JavaScript
6. Paste Karde Code Ko.
7. Save.
*2018 Ke 5 Best SEO Improve Tips Blogger Blog Ke Liye
Done Agar Inme Se Agar Ek Bhi Method Kaam Aaajay To AdSense Auto Ads Me Jakar Match Content, Text and Display Ads, In article Ads etc Jaise Ads Ko On Karde.
10- 20 Minutes Ke Baad Auto Ads Show Hone Lagenge.
Agar Jankari Achchi Lagi To Share Jaroor Kare
ReplyDeleteThnx
ReplyDelete