Dead Your Blog? |
Delete Ho Jaayga Matlab Ye Hai Ki Blog Me Traffic Ana Khatam Aur SEO Ka Bigad Jana Hai To Aaj Mai Apne Experience Ke Hisaab Se Apko
Baataaunga Ki Blog Kin Cheejo Me Dead Ho Jaayga.
Dead Your Blog?
Agar Apka Blog Me Traffic Achanak Kam Ane Laga Hai Aur Apki Earning Low Ho Gayi Hai Aur AdSense BanHone Wala Hai Ya Fake Clicks Aa Rahe Hai Aur Blog SEO Bigda Hua Hai And Organic Traffic Nahi Ata To Ye Blog Dead Hone Ke Sign Hai.
*How Increase 500% Traffic In Blog In Hindi
1. Bar- Bar Template Change Karna.
Agar Aap Apne Blog Ko Bahut Hi Achcha Design Dena Chahte Hai To Ye To Achchi Baat Hai. Magar Aap AgarTemplate ya Theme Bar- Bar Change Karte Hai To Ye Galat Baat Hai. Kyoki Template or Themes Me Aise Data Hote Hai Jo Google Ko Structure Ko
Understand Karne Me Help Karte Hai and Agar Is Tarah Bar- Bar Structure Change Hoga To Goigle Bar- Bar
Structure Change Hone Par Access Karna Band Kar Sakta Hai Jisse Organic Traffic Nahi Aayga Aur Blog Kisi Kaam Ka Nahi Rahega.
*Blogger Ke Liye 5 Best Templates Or Themes
*Free Templates Use Na Kare 5 Problems Ho Sakti Hai
2. Sahi Jagah Share Na Karna.
Mai Apne Opinion Se Kahu To Share Karna Bahut Galat Baat Hai Blog KoAb Poonchcho Kyu? Kyuki Isi Se Fake Clicks Ka Khatra Bana Rahta Hai Par Agar Aap Sahi Jagah Apne Blog Ko
Share Karenge To Vaha Apke Traffic Ke Liye Bahut Helpful Rahega But
Sahi Jagah Hi Share Kare Warna Blog Dead Hone Me Time Nahi Lagta.
*Blog Ki Loading Time aur Speed Kaise Improve Kare
3. Post Achche Se Na Likhna.
Agar Apka Blog New Hai To Specially Mai Apko Yahi Suggest Karunga KiBlog Me Post Achche Se Kare And Blog Post Me Hamesha Achche Keyword
Use Kare Sabse Badhiya Post Usi Ka Hoga Jo User Friendly Aur SEO Friendly Post Likhega.
*SEO Friendly Post Kaise Write Kare 5 Tips
*User Friendly Post Kaise Likhe 4 Tips
4. Blog Time Na Fix Karna.
Sabse Achcha Aur Sabse Good Position Me Uska Hi Blog Rahega Jo Blog Ka Time Ya Blogging Karne KaTime Fix Karega Mai Bhi Apna Time Fix Kiya Hu Bhale Hi Part Time Hi Kyo Na Ho and Sabhi Professional Blogger
Time Nirdharit Kiye Rahte Hai Unka Bhi Manna Blog Ke Good Position Ke Liye Sahi Hai.
*Blogspot Me Specific Domain Redirection Ko Kaise Off Kare
No comments:
Post a Comment
1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You