How to Enable Last Update in Blogger |
Blogger Me Last Update Or Last Modified Date Kaise Enable Kare
WordPress Me Last Update Karna Bahut Easy Hai But Blogger Me Hard Bhi Nahi Hai To Chaliye Jante Hai Ki Kaise Enable Kare Blogger Me.Why last update date is important?
Hello friends. Jab aap
post likhte hai to kya kabhi ye socha hai ki usme date show ho rahi hai ki
nahi. Aaj ham ise related jankari janenge. Kai bar post ko users ke liye ya
search engine ke liye date jaroori hoti hai. Jisme last update aur last
modified date aham hissa hai. To aaj ham janenge blogger me last update ya last
modified date kaise enable kare. Sath hi me yeh bhi janiye ki blog ki speed kese increase kre.
Last update or modified date
Apke blogger ke liye ye
bahut hi jaroori hota hai. Maan ligiye apne post ko 9 july ko android ke bare me likha hai aur 2 month
baad android ne us topic me kuchh badlav kiye hai. To apko bhi us post ko
update karna hoga. Ab ap us post ko edit karke usko usme kuchh likhoge jo update hua hoga lekin date vohi
rahegi. Aur isse apko koi fayda nahi hoga kyoki vohi old date rahne se users
bhi sochega ki apne post ko update nahi kiya hai. Ya latest post nahi likhi
hai. Isiliye last update important hota hai. Isse users janenge ki ye article
latest hai aur vo apke blog me us article ko padhna like karenge.
Benefits-:
1. Search rank and value badhegi.
2. Traffic increase hogi kyoki log recent
topics jyada pasand karte hai.
3. Old posts ko log kam
dekhte hai par present ya kuchh din pahle ya update ko log jyada like karte
hai.
4. Post update ke sath
old post present post me badal jayga.
Blogger me last update or last modified date kaise enable kare.
Wordpress me last update
karna bahut easy hai but blogger me hard bhi nahi hai to chaliye jante hai ki
kaise enable kare blogger me.
Bas 1 2 3 Aur Last Update Ready. |
1. Simple method
1. Go to blogger dashboard.
2. Posts me jakar kisi post ko
edit kariye.
3. Published on par click kare
date update kar le.
Now done. Apne post ko update
kar liya hai par abhi bhi last update show nahi kar raha to apko doosra method
use karna padega.
2.
Enable last update or last modified date.
Ab yaha apko kuchh theme me
change karna hoga so step ki or ate hai.
1. Edit your template.
2. Search- date or
published on or posted on or post date. Inme se kisi ek ko search kare.
3. Aur inme se jo bhi apke blog
me search ho to usme apko last update likhna hoga.
Now done. Completely apne agar
iske baad bhi apke blog me last update ya fir last modified date na show kare
to method 2 use kar sakte hai.
Method-
2-:
1. Edit your blogger theme and
search <data:post.dateheader/>
2. Ab code ko iss code se replace karde
Last updated: <data:post.dateheader/>
3. Done and save your blogger
theme.
Final
words
Upar ke jitne bhi step the
bahut hi simple the. I hope apko ye post samajh aa gyi hogi. Ye information
shayad hi bloggers ko pata ho to unke sath jaroor share kare. Taki vo bhi ye
baat jan sake. Agr aapko technology releted kuch aur janna he to daily hmare
blog pe visit kare. Tb tk ke liye good bye.